Rizwan-Muazzam Qawwali - Lost In Love - translation of the lyrics into Russian

Lyrics and translation Rizwan-Muazzam Qawwali - Lost In Love

Ghulam-e-mustafaa bankar main bik jaaun madeenay

Mein, Muhammad naam ka sauda sar-e-bazaar ho jaaye

Ab ho gaya hai mujhko sauda ye Muhammad...

Apna mujhe na hosh na duniya ka hosh hai,

Baitha hua hun mast unhi ke khayaal mein

Na din mein lutf hai na ab raat acchi lagti

Hai, Aaqa ka hi khayaal unki baat acchi lagti hai

Ab ho gayaa hai...
Ab ho gayaa hai...
Din raat yahi wird mera haaye Muhammad...

Din raat yahi karta hun ro-ro ke duaaein,

Mil jaaye Muhammad kahin mil jaaye Muhammad.

Surma ki tarha shaunk se aankhon mein lagaa

Lun, Mil jaaye khaaq-e-kab-e-paa-e-Muhammad...

Apne sajdon ki wahin par main inteha kar dun,

Gar mujhko mil jaaye kahin khaaq-e-kab-e-paa-e-Muhammad

Be-sood hasin jalwon ki haazat nahi mujhko,

Ghalab hun faqat naqsh-e-qab-e-paa-e-Nabii ka

Na haram ki tamanna hai na
Na haram ki tamanna hai na
Talaash-e-butqadaa hai bas... Mil jaaye kahin...

Haaye kuch paas nahi chaara chalta nahi
Haaye kuch paas nahi chaara chalta nahi
Mera, Sar bech ke leta hun main sauda-e-Muhammad

Hai Sabri ki iltejaa shab-raat khuda se,

Dum tere hi qadmon men nikal jaaye Muhammad

Ab ho gayaa hai mujhko...
Аб хо гайаа хай мужко...

Writer(s): Traditional, Muazzam Mujahid Ali Khan, Rizwan Mujahid Ali Khan

Attention! Feel free to leave feedback.