Lata: (taaron ki zubaan par hai muhabbat ki kahaani)-2
Lata: (On the tongues of the stars is a tale of love) -2
Ai chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani both: taaron ki zubaan par hai muhabbat ki kahaani ai chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani
Oh moon, congratulations to you on this beautiful night both: on the tongues of the stars is a tale of love oh moon, congratulations to you on this beautiful night
Rafi: (kahate hain jise chaandani hai noor-e-muhabbat) -2
Rafi: (They say what is called moonlight, is the light of love) -2
Lata: taaron se sunehari hai hamesha teri qismat -2
Lata: Your fate is always golden, like the stars -2
Rafi: ja ja ke palat aati hai phir teri javaani both: ai chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani
Rafi: Time and again, your youth returns both: oh moon, congratulations to you on this beautiful night
Rafi: chhaaya hua duniya pe muhabbat ka asar hai -2 lata: kahate hain jise chaand mera daagh-e-jigar hai -2
Rafi: The world is shadowed by the effect of love -2 lata: They say what is called the moon, is the stain of my heart -2
Rafi: taaron se kahaa karata hai ye dil ki kahaani both: ai chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani
Rafi: The stars narrate my heart's story both: oh moon, congratulations to you on this beautiful night
Rafi: ham ho na ho duniyaa yun hi aabaad rahegi -2 lata: ye thandi hava aur ye fiza yaad rahegi -2
Rafi: We may not be, but the world will still be populated -2 lata: This cold breeze and this atmosphere will be remembered -2
Both: rah jaaegi duniya mein muhabbat ki nishaani ai chaand mubaarak ho tujhe raat suhaani
Both: The symbol of love will remain in the world oh moon, congratulations to you on this beautiful night
Bewerten Sie die Übersetzung
Ooops
Die Übersetzung kann nur von registrierten Benutzern bewertet werden.