Lata Mangeshkar - Dekha Ek Khwab (From "Silsila") - Übersetzung des Liedtextes ins Englische

Dekha Ek Khwab (From "Silsila") - Lata MangeshkarÜbersetzung ins Englische




Dekha Ek Khwab (From "Silsila")
I Saw a Dream (From "Silsila")
Dekha ek khwaab to ye silsile hue
I saw a dream, and these connections were made,
Door tak nigaah mein hain gul khile hue
Flowers bloomed as far as the eye could see.
Dekha ek khwaab to ye silsile hue
I saw a dream, and these connections were made,
Door tak nigaah mein hain gul khile hue
Flowers bloomed as far as the eye could see.
Ye gila hai aapki nigaahon se
I have this complaint about your eyes,
Phool bhi hon darmiyaan to faasle hue
Even with flowers between us, there are distances.
Dekha ek khwaab to ye silsile hue
I saw a dream, and these connections were made,
Door tak nigaah mein hain gul khile hue
Flowers bloomed as far as the eye could see.
Meri saanson mein basi khushboo teri
Your fragrance resides in my breath,
Ye tere pyaar ki hai jaadugari
This is the magic of your love.
Teri aawaz hai hawaaon mein
Your voice is in the winds,
Pyaar ka rang hai fizaaon mein
The color of love is in the atmosphere.
Dhadkano mein tere geet hain mile hue
Your songs are mingled in my heartbeats,
Kya kahoon ki sharm se hain lab sile hue
What can I say, my lips are sealed with shyness.
Dekha ek khwaab to ye silsile hue
I saw a dream, and these connections were made,
Phool bhi hon darmiyaan to faasle hue
Even with flowers between us, there are distances.
Mera dil hai teri panaahon mein
My heart is in your protection,
Aa, chhupa loon tujhe main baanhon mein
Come, let me hide you in my arms.
Teri tasveer hai nigaahon mein
Your image is in my eyes,
Door tak roshni hai raahon mein
There's light on the paths as far as I can see.
Kal agar naa roshni ke kaafile hue
If tomorrow there are no caravans of light,
Pyaar ke hazaar deep hain jale hue
A thousand lamps of love are burning.
Dekha ek khwaab to ye silsile hue
I saw a dream, and these connections were made,
Door tak nigaah mein hain gul khile hue
Flowers bloomed as far as the eye could see.
Ye gila hai aapki nigaahon se
I have this complaint about your eyes,
Phool bhi hon darmiyaan to faasle hue
Even with flowers between us, there are distances.
Dekha ek khwaab to ye silsile hue
I saw a dream, and these connections were made,
Door tak nigaah mein hain gul khile hue
Flowers bloomed as far as the eye could see.





Autoren: Javed Akhtar, Hari Chaurasia, Shiv Sharma


Aufmerksamkeit! Hinterlassen Sie gerne Feedback.