Mehdi Hassan - Hamein Koi Gham Nahin Tha - Übersetzung des Liedtextes ins Russische

Hamein Koi Gham Nahin Tha - Mehdi HassanÜbersetzung ins Russische




Hamein Koi Gham Nahin Tha
У меня не было печали
Poet: Faiyyaz Hashmi
Стихи: Файяз Хашми
Hamein koi Gham nahin tha, Gham-e-aashiqi se pahale
У меня не было печали, до печали любви к тебе
Na thi dushmani kisi se, teri dosti se pahale
Не было вражды ни с кем, до дружбы с тобой
Hamein koi Gham nahin tha, Gham-e-aashiqi se pahale
У меня не было печали, до печали любви к тебе
Hai ye meri bad_naseebi, tera kya qasur is mein
Это моя горькая судьба, ты не виновата в этом
Tere Gham ne maar Daala, mujhe zindagi se pahale
Твоя печаль убила меня, до конца моей жизни
Mera pyaar jal raha hai
Моя любовь горит
Are chaand aaj chhup ja
О, луна, сегодня спрячься
Kabhi pyaar tha hamein bhi, teri chaandni se pahale
Когда-то и у меня была любовь, до твоего лунного света
Main kabhi na muskuraata, jo mujhe ye ilm hota
Я бы никогда не улыбался, если бы знал,
Ke hazaaron Gham milenge, mujhe ik Khushi se pahale
Что тысячи печалей встретят меня, до одной радости
Na thi dushmani kisi se, teri dosti se pahale
Не было вражды ни с кем, до дружбы с тобой
Hamen koi Gham nahin tha, Gham-e-aashiqi
У меня не было печали, до печали любви





Autoren: MEHDI HASSAN, FAYAAZ HASHII


Aufmerksamkeit! Hinterlassen Sie gerne Feedback.