Songtexte Phiroon Dhoondta Maikada Tauba Tauba - Nusrat Fateh Ali Khan
Kar
rahi
hai
dar
haqiqat
Kaam
saaki
ki
nazar
Maikade
mein
gardish
e
saagir
Baraye
naam
hain
Phiroon
dhoondhta
maikda
tauba
tauba
Mujhe
aajkal
itni
phursat
nahi
hai
Salamat
rahe
teri
ankhon
ki
masti
Mujhe
maikashi
ki
zaroorat
nahi
hai
Pila
nahi
Jo
gurezan
hai
Chand
paimane
Nigah
e
yaar
salamat
to
hazar
maikhane
Kharakte
jaam
ka
mohtaj
main
nahi
saaki
Teri
nigah
salamat
mujhe
kami
kya
hai
Aankhen
saaki
ki
salamat
mere
dushman
tarsen
Dohre
maikhane
hai
meri
niyat
bharne
ke
liye
Suroor
cheez
ki
miqdar
par
nahi
maukuf
Sharab
kam
hai
to
saaki
nazar
mila
ke
pila
Jaam
par
jaam
peene
se
kya
faayda
Raat
guzri
to
saari
utar
jayegi
Teri
nazaron
se
pi
hai
khuda
ki
kasam
Umr
saari
nashe
mein
guzar
jayegi
Dil
uska
namazi
ban
jaye
Ankh
uski
gulabi
ho
jaye
Tu
jise
muhabbat
se
Dekh
le
Saaki
wo
sharabi
ho
jaye
Ye
tark
e
ta-alluk
ka
kya
tazkira
hai
Tumhare
siva
koi
apna
nahi
ha
Agar
tum
kaho
to
main
Khud
ko
bhula
doon
Tumhein
bhool
jaane
ki
taakat
nahi
hai
Roz
kehta
hoon
bhool
jaoon
tumhein
Roz
ye
baat
bhool
jaata
hoon
Ik
baar
aql
ne
tumhein
chaaha
tha
bhulana
Sau
baar
junoon
ne
teri
tasvir
dekha
di
Tujhko
bhoolun
koshish
karke
dekhunga
Warna
dariya
ulta
behna
mushqil
hai
Har
ik
mod
par
ik
nayi
maat
khayi
Rahi
dil
ki
dil
mein
zuban
tak
na
aayi
Kiye
hain
kuch
aise
karam
doston
ne
Ki
ab
dushmanon
ki
zaroorat
nahi
hai
Aql
ko
rog
maar
dete
hain
Ishq
ko
sog
maar
dete
hain
Aadmi
khud
b
Khud
nahi
Marta
Doosre
log
maar
dete
hain
Hamesha
mere
saamne
se
guzarna
Nigahen
churakar
mujhe
Dekh
lena
Meri
jaan
tum
mujhko
itna
bata
do
Ye
kya
cheez
hai
gar
mohabbat
nahi
hai
Hazaron
tamannayein
hoti
hain
dil
mein
Hamari
to
bas
ik
tamanna
yahi
hai
Mujhe
ek
dafa
apna
kehke
pukaaro
Iske
siva
koi
hasrat
nahi
hai
1 Main Rowan Tainon Yaad Kar Ke
2 Mainu Chad Ke Kalli Nu Tur Chaliya
3 Akhian Rowan Paiyan Dil Tarpe
4 Jhalian Judaiyan Nahiyo Janiyan
5 Main Chithi Pawan Sajna Noon
6 Ruttan Pyar Karn Diyan Aayan
7 Tere Lariyan Ne Umar Gawayi
8 Vichora Sohne Yar Wala
9 Jis Dil Wich Sajnan Vas Jaiye
10 Kithe Ishq Da Rog Na Laa Baithin
11 Meri Ankhon Ko Bakhshe Hain Ansoo
12 Aiwen Bol Nah Banere Utte Kawan
13 Main Hanjooan Di Karan Tasbeeh
14 Un Ka Andaz-E-Karam
15 Kise Da Yaar Na Vichre
16 Dil Peh Chot Lagti Hai
17 Angrai Peh Angrai Lehti Hai
18 Rog Soch Ke Muhabbatan De
19 Dukhan Diyan Gal Paiyan
20 Sun Le Duawan Meriyan
21 Jani Door Gaye
22 Chan Sajnan Morr Moharan
23 Us Bewafa Dee Yaad Wich
24 Kis Mussarrat Se
25 Aja Sajna Vichora Naiyon Jarda
26 Shala Sukhan Diyan Neendran
Attention! Feel free to leave feedback.