Abhijeet - Zindegi Ke Safar Mein - translation of the lyrics into Russian

Lyrics and translation Abhijeet - Zindegi Ke Safar Mein




Zindegi Ke Safar Mein
На жизненном пути
Zindagi ke safar mein guzar jate hain jo makam,
На жизненном пути, те места, что мы проходим,
Woh phir nahin aate,
Они больше не вернутся,
Woh phir nahin aate!
Они больше не вернутся!
Zindagi ke safar mein, guzar jate hain jo makam
На жизненном пути, те места, что мы проходим,
Woh phir nahin aate,
Они больше не вернутся,
Woh phir nahin aate
Они больше не вернутся!
Phool khilte hain,
Цветы распускаются,
Log milte hain
Люди встречаются,
Phool khilte hain,
Цветы распускаются,
Log milte hain magar
Люди встречаются, но
Patjhad main jo phool
Цветы, что увяли в листопад,
Murjha jate hain
Они больше не расцветут,
Woh baharon ke aane se khilte nahin
С приходом весны они не оживут.
Kuchh log ek roz jo bichad jate hain
Некоторые люди, однажды расставшись,
Woh hazaron ke aane se milte nahin
Не встретятся вновь, даже если встретишь тысячи других.
Umr bhar chahe koi pukara kare unka naam
Даже если кто-то всю жизнь будет звать их по имени,
Woh phir nahin aate,
Они больше не вернутся,
Woh phir nahin aate
Они больше не вернутся.
Aankh dhoka hai
Глаза обманывают,
Kya bharosa hai
На что можно положиться?
Aankh dhooka hai kya bharosa hai suno
Глаза обманывают, на что можно положиться, послушай:
Doston shak dosti ka dushman hai
Сомнение, дорогая, враг дружбы,
Apne dil me ise ghar banane na do
Не позволяй ему поселиться в своем сердце.
Kal tadapna pade yaad me Jeene ki
Завтра ты будешь тосковать по радости жизни,
Rok lo roothkar unko jaane na do
Останови их, обидевшись, не дай им уйти.
Baad me pyaar ke chahe bhejo hazaroon salaam
Потом, хоть тысячи приветствий любви пошли,
Woh phir nahi aate
Они больше не вернутся,
Woh phir nahi aate
Они больше не вернутся.
Subaah aati hai
Утро приходит,
Raat jaati hai
Ночь уходит,
Subaah aati hai
Утро приходит,
Raat jaati hai yuhi
Ночь уходит, так и
Waqt chalta hi rehta hai rookta nahi
Время идет, не останавливаясь,
Ek pal me ye aage nikal jaata hai
В мгновение ока оно ускользает.
Aadmi theek se dekh paata nahin
Человек не успевает все разглядеть,
Aur parde pe manzar badal jaata hai,
И картина на экране меняется.
Ek baar chale jaate hai jo din raat subah shaam
Дни и ночи, утра и вечера, однажды ушедшие,
Woh phir nahi aate
Они больше не вернутся,
Woh phir nahi aate!
Они больше не вернутся!
Zindagi ke safar mein, guzar jate hain jo makam
На жизненном пути, те места, что мы проходим,
Woh phir nahin aate,
Они больше не вернутся,
Woh phir nahin aate!
Они больше не вернутся!






Attention! Feel free to leave feedback.