Abida Parveen - Ab Yeh Aankhen Lyrics

Lyrics Ab Yeh Aankhen - Abida Parveen

Aab ye ankhen kisi taskin se tabinda nahin

Main ne rafta se ye jaana hai ki a.inda nahin

Ab ye ankhen...
Dil-e-viran dam-e-isa hai gaye vaqt ki yaad

Kaun sa lamha-e-rafta hai ki phir zinda nahin
Aab ye ankhen kisi taskin se tabinda nahin
Ab ye ankhen.
Tu bhi chahe to na aaye gi vo beeti hui raat

Hai wahi chand magar waisa darakhshinda nahin
Aab ye ankhen kisi taskin se tabinda nahin
Ab ye ankhen...
Kabhi ghunche ko mahakene se koi rok saka

Shauq agar hai to phir iz.har se sharminda nahin
Aab ye ankhen kisi taskin se tabinda nahin
Main ne rafta se ye jaana hai ki a.inda nahin
Aab ye ankhen kisi taskin se tabinda nahin
Ab ye ankhen...

Writer(s): Zia Jalandhari

Attention! Feel free to leave feedback.