Alka Yagnik - Ankh Hai Bhari (Female Version) - From "Tum Se Achcha Kaun Hai" - translation of the lyrics into French

Lyrics and translation Alka Yagnik - Ankh Hai Bhari (Female Version) - From "Tum Se Achcha Kaun Hai"

Ankh Hai Bhari (Female Version) - From "Tum Se Achcha Kaun Hai"
Ankh Hai Bhari (Version féminine) - Extrait de "Tum Se Achcha Kaun Hai"
Aankh Hain Bhari Bhari Aur Tum Muskurane Ki Baat Karte Ho
Mes yeux sont lourds et tu me parles de sourire

Zindagi Khafa Khafa Aur Tum Dil Lagane Ki Baat Karthe Ho
La vie est amère et tu me parles d'aimer

Mere Haalat Aisi Hai Ki Main Kuch Kar Nahin Sakta
Je suis dans un tel état que je ne peux rien faire

Tadapta Hai Yeh Dil Lekin Yeh Aahen Bhar Nahin Sakta
Mon cœur est déchiré, mais je ne peux pas soupirer
Zakhm Hai Hara Hara Aur Tum Chot Khaane Ki Baat Karte Ho
La blessure est fraîche et tu me parles de douleur
Zindagi Khafa Khafa Aur Tum Dil Lagane Ki Baat Karthe Ho
La vie est amère et tu me parles d'aimer
Aankh Hain Bhari Bhari Aur Tum Muskurane Ki Baat Karte Ho
Mes yeux sont lourds et tu me parles de sourire
Zamane Mein Bhala Kaise Mohabbat Log Karte Hai
Comment les gens peuvent-ils aimer dans ce monde ?

Wafa Ke Naam Ki Ab To Shikayat Log Karte Hai
Ils se plaignent de la fidélité maintenant
Aag Hai Buji Buji Aur Tum Lau Jalane Ki Baat Karte Ho
Le feu est éteint, et tu me parles de flamme
Zindagi Khafa Khafa Aur Tum Dil Lagane Ki Baat Karthe Ho
La vie est amère et tu me parles d'aimer
Aankh Hain Bhari Bhari Aur Tum Muskurane Ki Baat Karte Ho
Mes yeux sont lourds et tu me parles de sourire
Kabhi Jo Khwaab Dekha To Mili Parchiyaan Mujhko
Quand j'ai rêvé, j'ai trouvé des soucis

Muhje Mehfil Ki Khwaaish Thi Mili Tanhaaiyan Mujhko
Je voulais un rassemblement, j'ai trouvé la solitude
Har Taraf Dua Dua Aur Tum Aashiyaane Ki Baat Karthe Ho
Partout des prières, et tu me parles de foyer
Zindagi Khafa Khafa Aur Tum Dil Lagane Ki Baat Karthe Ho
La vie est amère et tu me parles d'aimer
Aankh Hain Bhari Bhari Aur Tum Muskurane Ki Baat Karte Ho.
Mes yeux sont lourds et tu me parles de sourire.

Writer(s): NADEEM SHRAVAN, NAVDEEP DHATRA, SAMEER

Attention! Feel free to leave feedback.