Attaullah khan Esakhelvi - Tujhe Bhoolna to Chaaha Lyrics

Lyrics Tujhe Bhoolna to Chaaha - Attaullah khan Esakhelvi

Tujhe bhoolna to chaha lekin bhula na paye

Zitna bhula chaha
Zitna bhula chaha
Tum utna yaad aaye
Tujhe bhoolna to chaha lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna to chaha lekin bhula na paye
Zitna bhula chaha
Zitna bhula chaha tum utna yaad aaye
Tujhe bhoolna to chaha lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna to chaha lekin bhula na paye
Guzre zamane sangdil dekhi na teri soorat

Dil ko sata rhi hai tere pyaar ki zaroorat
Aaye jab bhi yaad teri
Aaye jab bhi yaad teri meri neend rooth jaye
Tujhe bhoolna to chaha lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna to chaha lekin bhula na paye
Tuney kadar na jaana anmol chahato ka
Tuney kadar na jaana anmol chahato ka
Khaaya hai maine dhoka tujhse mohobato ka
Alla kare ye dhoka
Alla kare ye dhoka tu bhi kisi se khaaye
Tujhe bhoolna to chaha lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna to chaha lekin bhula na paye
Mere dil mein reh gaye hai armaan machal machal kar

Khusiyo ke saare samaan ashko mein reh gaye hai
Aane ka waada karke
Aane ka waada karke tum laut ke na aaye
Tujhe bhoolna to chaha lekin bhula na paye
Tujhe bhoolna to chaha lekin bhula na paye
Ae furkato tumhara hai maza hi kuch nirala

Dekar lahoo jigar ka ye rog maine paala\
Saadik jahaan mein aisa
Saadik jahaan mein aisa koi rog na lagaye.

Attention! Feel free to leave feedback.