Javed Bashir - Tum Bin Jiya Jaye Na - translation of the lyrics into Russian

Lyrics and translation Javed Bashir - Tum Bin Jiya Jaye Na




Tum Bin Jiya Jaye Na
Без тебя не жить
Saath mein the, paas mein the
Мы были вместе, были рядом,
Jaane kaha tum chal diye
Куда ты ушла, не знаю.
Raahein jahan jaati nahi
Там, где пути не сходятся,
Dekho wahaan tum chal diye
Смотри, ты ушла именно туда.
Yaara tum bin jeene mein
Любимая, без тебя жить,
Saansein chhubhe hain seene mein
Все равно что дышать сквозь боль в груди.
Tum bin raha jaaye na
Без тебя нет мне жизни,
Tum bin jiya jaaye na
Без тебя не жить мне.
Tum bin raha jaaye na
Без тебя нет мне жизни,
Tum bin jiya jaaye na
Без тебя не жить мне.
Rozana ye uljhan rehti hai jaane kyun
Каждый день мучает тревога, почему-то,
Jaise kuch pyara sa kahi rakh ke bhoole ho
Словно что-то дорогое где-то забыл.
Tum yahi thhe haan yahi thhe
Ты была здесь, была,
Kho gaye ho kaha
И куда же ты пропала?
Yaara tum bin jeene mein
Любимая, без тебя жить,
Saansein chhubhe hain seene mein
Все равно что дышать сквозь боль в груди.
Tum bin raha jaaye na
Без тебя нет мне жизни,
Tum bin jiya jaaye na
Без тебя не жить мне.
Tum bin jiya jaaye na
Без тебя не жить мне,
Tum bin jiya jaaye na
Без тебя не жить мне.
Lagta hai ke tum bin
Кажется, что без тебя
Ab hum reh na payenge
Я больше не смогу.
Kya toota hai andar
Что сломалось внутри,
Yeh hum keh na payenge
Не могу тебе сказать.
Aa bhi jaao hum se aakhir kaise naraziya
Вернись ко мне, как ты можешь так сердиться?
Yaara tum bin jeene mein
Любимая, без тебя жить,
Saansein chhubhe hain seene mein
Все равно что дышать сквозь боль в груди.
Tum bin raha jaaye na
Без тебя нет мне жизни,
Tum bin jiya jaaye na
Без тебя не жить мне.
Tum bin jiya jaaye na
Без тебя не жить мне,
Tum bin jiya jaaye na
Без тебя не жить мне.
Hey oh o.
Эй, о-о.
(Dialogue)
(Диалог)
Life mein jo hum chahte hain
Между тем, чего мы хотим в жизни
Aur jo hum chunte hain
И тем, что выбираем,
Uske beech mein
Скрывается
Humari kamzori chupi hoti hai
Наша слабость,
Aur kabhi kabhi taakat
А иногда и сила.





Writer(s): Javed Bashir, Farhat Shahzad


Attention! Feel free to leave feedback.