Lyrics Tore Prem Se Simroon Hardam - Nusrat Fateh Ali Khan
Tore
prem
se
simrun
har
dam
Mann
mandir
more
shaam
Sanson
ki
maala
tore
naam
Jit
jaaun
gun
tore
gaaun
Aur
naahi
koi
kaam
Logon
se
kahun
prem
kahaani
Main
preetam
hun
tori
deewani
Jee
chaahe
tore
sang
sang
aaun
Tore
pyar
se
nain
sajaaun
Tori
yaad
mein
preetam
pyare
Chchorun
saare
kaam
Sanson
ki
maala
tore
naam
Mann
mein
tori
lagan
basaaun
Aashaon
ke
deep
jalaaun
Tujhe
kyun
na
poojun
tujhe
kyun
na
chaahun
Mere
mann
ke
mandir
ka
tu
devta
hai
Yaad
karun
tohe
din
raina
Tori
yaad
hai
mann
ka
chain
piya
Tum
chanda
ho
neel
gagan
ki
Main
dharti
ki
maati
Kaise
kahun
yaad
mein
tori
Ro
ro
ratiyan
kaati
Ab
aao
shaam
tohe
pukaarun
subho
shaam
Main
dukhiyaari
jee
se
haari
ho
gayi
mori
neend
haraam
Na
koi
saathi
na
koi
saajan
na
koi
mere
paas
saheli
Virha
ki
lambi
raat
guzaarun
darr
ke
maari
kaise
akeli
Jab
se
laage
tore
sang
nain
piya
Tori
yaad
hai
mann
ka
chain
piya
Tori
deed
ko
ankhiyan
tarsat
hain
Tori
yaad
mein
har
dam
barsat
hain
Saawan
ki
kaali
raaton
mein
jab
boonda
baandi
hoti
hai
Jag
sukh
ki
neend
mein
sota
hai
aur
birha
maari
roti
hai
Mori
ro
ro
ke
kat
ti
hai
rain
piya
Tori
yaad
hai
mann
ka
chain
piya
Yaad
karun
tohe
din
raina
Tore
bina
mohe
aave
na
chaina
Tohe
dekhun
tohe
chaahun
Tohe
karun
parnaam
Sanson
ki
maala
tore
naam
Kisko
mann
ki
baat
bataaun
Laaj
ki
maari
mar
mar
jaaun
Darr
laage
kahin
vyaakul
naina
Mohe
karein
na
badnaam
Sanson
ki
maala
tore
naam
Jeevan
tore
pyar
ka
angna
Mann
chaahe
tohe
har
dam
sajna
Main
balhaari
prem
ki
maari
Kaa
jaanun
anjaan
Sanson
ki
maala
tore
naam
Main
daasi
hun
tori
sayiyaan
Charan
pade
ki
thaam
le
bayiyaan
Main
huntori
prem
pujaaran
Tu
saajan
mora
raam
Sanson
ki
maala
tore
naam
Attention! Feel free to leave feedback.