Lyrics Pyar Ke Mod Pe - Sabri Brothers
Leharaai
hui
zulfe
girahgeer
to
dekho
Dil
kyun
na
giraftar
ho
zanjeer
to
dekho
Phir
shaukse
keh
lena
deewana
mujhko
Logo,
pehle
mere
mehbub
ki
tasveer
to
dekho
Tum
meri
zulfe
girahageer
ko
kyun
dekhte
Ho
aur
mere
paav
ke
zanjeer
ko
kyun
dekhte
ho
Tum
to
kehte
the
meri
shakl
se
nafrat
hai
Tumhe,
mujhse
chhupkar
meri
tasveer
ko
kyun
dekhte
ho
Chhurise
teerse
talvaar
se
kya
honewala
hai,
Hume
to
in
hasino
ki
nazar
ne
maar
daala
hai
Nazar
jo
uthi
to
duwa
ban
gayi,
Nazar
jo
jhuki
to
haya
ban
gayi,
nazar
tirchhi
ki
to
ada
ban
gayi
Nazar
pher
li
to
kaja
ban
gayi
Nazar
jab
uthi
meharba
ho
gayi,
Nazar
jab
mili
to
jawa
ho
gayi,
jo
palti
to
dil
ki
jaba
ho
gayi
Jo
badali
to
ek
daasta
ho
gayi,
Nazar
se
humne
nazar
ko
ek
din
nazar
mila
te
nazar
se
dekha
Nazar
jo
pahuchi
nazar
tak
unki
Nazar
jhukate
nazarse
dekha
kya
baat
hai
Dil
ek
mandir
hai
tum
uski
murat
ho,
Kisine
sach
kaha
tum
kitni
khubsurat
ho
Pyar
ke
mod
par
mil
gaye
ho
agar,
Pyar
ke
mod
par
mil
gaye
ho
agar
aaj
milne
milane
ka
waada
karo
Pyar
ke
mod
par
mil
gaye
ho
agar
aaj
milne
milane
ka
waada
karo
Pyar
ke
mod
par
mil
gaye
ho
agar
aaj
milne
milane
ka
waada
karo
Wafa
hai
zehar
to
ye
zehar
hum
dono
ko
peena
Hai,
hume
ek
saath
marna
hai
hume
ek
saath
jeena
hai
To
pyar
ke
mod
par
mil
gaye
ho
agar
aaj
milne
milane
ka
waada
karo
Aa
gaye
ho
to
jaane
ki
zid
naa
karo,
Aa
gaye
ho
to
jaane
ki
zid
naa
karo,
ja
rahe
ho
to
aane
ka
waada
karo
Aa
gaye
ho
to
jaane
ki
zid
naa
karo,
ja
rahe
ho
to
aane
ka
waada
karo
Aa
gaye
ho
to
jaane
ki
zid
naa
karo,
ja
rahe
ho
to
aane
ka
waada
karo
Tumhara
pyar
bhi
jhutha,
Tumhari
jaat
bhi
jhuthi,
Tumhare
hoth
bhi
jhuthe,
tumhari
baat
bhi
jhuthi
Tumhara
har
irada
har
tamanna
har
gila
jhutha,
Tumhare
phool
jhoote
baag
jhutha,
aashiya
jhutha
Wafa
jhuthi,
zafa
jhuthi
sitam
jhutha
karam
jhutha,
Kasam
hai
sar
se
lekar
paanv
tak
tu
ae
sanam
jhutha
Tumhara
naam
jhutha
tumhara
kaam
jhutha
Tumhara
maikada
jhutha,
tumhara
jaam
bhi
jhutha
Tumhari
raat
jhuthi,
chaand
jhutha,
aasma
jhutha
Tumhare
asht
gam
jhuthe
tumhara
zakhme
jaha
Jhutha,
tumse
badhke
koi
aur
bemuravat
nahi
Pyar
karne
ki
ab
hamko
phursat
nahi,
Main
tumhe
yaad
karne
ki
zid
chhod
du
Main
tumhe
yaad
karne
ki
zid
chhod
Du,
tum
mujhe
bhul
jaane
ka
waada
karo
Main
tumhe
yaad
karne
ki
zid
chhod
Du,
tum
mujhe
bhul
jaane
ka
waada
karo
Main
tumhe
yaad
karne
ki
zid
chhod
Du,
tum
mujhe
bhul
jaane
ka
waada
karo
Chal
ye
maana
mohabbat
ka
dastur
hai,
husn
ki
har
ada
humko
manzur
hai
Ada
par
naaz
par
har
aadmi
kurbaan
hota
hai
Jo
achchhi
cheez
hoti
hai,
udhar
hi
dhyan
hota
hai
Kiya
tha
waada
ke
kal
ayenge
charaag
jale,
Aur
tamam
raat
charaago
se
dil
ke
daag
jale
Ye
dard
bhi
daulat
hai
ye
daag
bhi
daulat
Hai,
ye
jitne
bhi
daulat
hai
sab
teri
badaulat
hai
Barabar
khafa
ho,
barabar
manaaye,
na
tum
baaz
aao
na
ham
baaz
aaye
Kyonki
bheegi
zulfo
ko
shanoo
par
jhatak
kar
chhod
dete
hai
Barasnewale
baadal
apna
bhi
rukh
mod
lete
hai
Are
ye
husnwale
jab
bhi
lete
hai
angdaai,
To
khudawale
bhi
barso
ki
ibaadat
chhod
dete
hai
Kya
baat
hai
Yaad
aa
jaau
to
bhul
jaaya
karo,
apne
palko
ke
moti
chhupaya
karo
Aasuose
to
sab
raaz
khul
zayenge,
Aur
khayanat
mohabbat
mein
ho
jaayegi
Mere
mehbub
tum
ho
amanat
meri,
Mere
mehbub
tum
ho
amanat
meri
gam
mein
bhi
muskarane
ka
waada
karo
Mere
mehbub
tum
ho
amanat
meri
gam
mein
bhi
muskurane
ka
waada
karo
Mere
mehbub
tum
ho
amanat
meri
gam
mein
bhi
muskurane
ka
waada
karo
Nazar
jhukao,
hasino
ka
ehtraam
karo,
Hai
mera
naam
jawani
mujhe
salaam
karo
Jo
husn
chaahe
to
lag
jaaye
aag
pani
mein,
Aji
kisi
hasin
ko
dekha
bhi
hai
zawani
mein
Shama
ne
aag
rakhi
shama
ne
aag
rakhi
sar
pe
Kasam
khane
ko,
bakhuda
maine
jalaya
nahi
parwane
ko
Sare
bazar
mere
husn
ka
charcha
naa
karo,
Pyar
sachcha
hai
to
tum
mujhe
ruswa
na
karo
Chand
uncha
hai
bahut
chaand
ka
sauda
naa
Karo,
durse
dekh
lo
chhune
ki
tamanna
na
karo
Kisi
aashik
se
koi
vaasta
nahi
rakhte,
Hum
apne
ghar
mein
koi
aaina
nahi
rakhte
Jitni
badnamiya
thi
wo
sab
dekh
li,
Chhod
do
mujhko
ab
tumse
matlab
nahi
Meri
tasveer
ko
phadkar
phek
do
ha
meri
tasveer
ko
Phadkar
phek
do
ha
mera
har
khat
jalane
ka
waada
karo
Meri
tasveer
ko
phadkar
phek
do,
ha
mera
har
khat
jalane
ka
waada
karo
Ishkne
mere
nagmo
ko
parwaz
di,
tum
jo
ruthe
to
dilne
ye
aawaz
di
Chuna
hai
dil
ne
tujhe
itne
naazino
mein,
Aur
tera
jawab
nahi
shehar
ke
hasino
mein
Jo
pura
hua
meri
chahat
ka
sapna
to
bana
lunga
main
tujhko
mehbub
apna
Dekhna
hasrate
deedar
me
jal
jayenge
aur
Ham
patange
ki
tarah
pyar
mein
jal
jayenge
Tum
mujhe
itni
mohabbat
se
naa
dekho
varna,
Are
log
dekhe
inge
to
bekaar
mein
zal
jayenge
Log
dekhe
inge
to
bekaar
mein
zal
jayenge
Jalnewalo
ko
tera
dil
naa
jalane
dunga,
Aur
tujhpe
ruswai
ki
main
aanch
naa
aane
dunga
Ye
hai
mera
waada
o
mera
wada,
Ye
hai
mera
waada
o
mera
waada,
ye
hai
mera
waada
o
mera
waada
Ye
hai
mera
waada
ye
hai
mera
waada
Ye
hai
mera
waada,
waada
ho
mera
waada
Ye
hai
mera
waada
o
mera
waada,
ye
hai
mera
waada
o
mera
waada
Kisi
din
dilbari
dekhi,
kisi
din
dilbari
dekhi
kisi
din
berukhi
dekhi
Aji
rehne
bhi
dijiye
bas
mohabbat
aapki
dekhi
Abhi
to
aap
humpe
jaan
dene
ko
the
aamada,
Zara
si
der
mein
tasveer
hi
badali
hui
dekhi
Bahaane
khub
dhundhe
hai
hume
barbad
karne
Ke,
tumhara
ishk
dekha
pyar
dekha
dosti
dekhi
Jitne
shikve
gile
hai
mita
le
abhi,
Are
jo
sunana
hai
ae
dil
suna
le
abhi
In
aashiko
ka
koi
bharosa
nahi,
Aaj
waada
kiya
kal
mukar
jayenge,
parso
jal
jayege
Ja
dekha
tera
waada
o
tera
waada,
Ja
dekha
tera
waada
o
tera
waada,
ja
dekha
tera
waada
o
tera
waada
Waada
waada
waada
waada
ja
dekha
tera
wada
o
Tera
waada,
ja
dekha
tera
waada
o
tera
waada
Ja
dekha
tera
waada
o
tera
waada
Saja
dunga
phulose
aangan
tumhara
Aur
sitaarose
bhar
dunga
daaman
tumhara
Chamakti
rahegi
kalaai
tumhari,
khanakta
rahega
ye
kangan
tumhara
Dulhan
banake
tumhe
apne
ghar
mein
launga
Phir
uske
baad
main
duniya
ko
bhul
jaaunga
Magar
tum
bewafa
ho,
tum
kya
jaano
wafadari
Hum
pyar
ke
pujari
tum
pyar
ke
shikari,
Sab
kuchh
hai
tujhme
par
pyar
hi
nahi
hai
Aankhe
teri
kahi
hai
aur
dil
tera
kahi
hai
Kaati
thi
raat
humne
ganga
kinaare
gori,
Dono
ne
kasam
khakar
baandhi
thi
prem
dori
Magar
gam
teri
judaai
ka
sehna
hai
sahunga
main,
Aur
ye
aakhari
khat
mera
ab
khat
na
likhunga
main
Ye
aakhari
khat
mera
ab
khat
na
likhunga
main
Is
khat
mein
khun-ae-dil
hai,
mehandi
mein
mila
lena
Jis
roz
bano
dulhan
haatho
mein
laga
lena
Ab
iske
siva
tumko
kya
aur
du
nazrana
, Uththe
mera
zanja
shehnai
tum
bajana
Tadap
uthoge
wo
nagma
jigar
se
Nilkega,
mera
zanaja
tumhare
hi
ghar
se
niklega
Ha
ye
hai
mera
waada
o
mera
waada,
Ye
hai
mera
waada
o
mera
waada,
ye
hai
mera
waada
o
mera
waada
Ye
hai
mera
waada
ye
hai
mera
waada
ye
hai
mera
waada,
waada
mera
Waada
o
mera
waada,
ye
hai
mera
waada
o
mera
waada
Ye
hai
mera
waada
o
mera
waada
Mere
mehbub
ne
waada
kiya
hai
paanchve
din
Ka,
kiya
hai
waada
to
koshish
bhi
karna
aane
ki
Suna
hai
aapko
aadat
hai
bhul
jaane
ki
Abhi
sikha
nahi
hai
aapne
wada
wafa
Karna,
to
kya
ummid
rakhe
aapse
wada
nibhane
ki
Aapke
lab
par
aur
wafa
ki
kasam
kya
kasam
khaayi
hai
khuda
ki
kasam
Jaban
aur
dilpe
jise
apne
akhtiyaar
Nahi,
mujhe
to
uski
kasam
ka
bhi
aitbar
nahi
Mere
mehbub
ne
wada
kiya
hai
paanchve
din
ka,
Are
kisise
sun
liya
hoga
ke
duniya
char
din
ki
hai
Ja
ja
ja
dekha
tera
waada
o
tera
waada,
Ja
dekha
tera
waada
o
tera
waada,
ja
dekha
tera
wada
o
tera
waada
Waada
dekha
tera
waada
o
tera
waada,
ja
dekha
tera
wada
o
tera
waada
Ja
dekha
tera
waada
o
tera
waada
Attention! Feel free to leave feedback.