Tushar Joshi - Baatein Adhoori - translation of the lyrics into French

Baatein Adhoori - Tushar Joshitranslation in French




Baatein Adhoori
Paroles inachevées
Teri yaad mein maine poochha tha
Dans tes souvenirs, je me demandais
Kitni dafa, tu gayi kahan
Combien de fois, es-tu allée ?
Tujhse mile arsa hua
Cela fait longtemps que je ne t'ai pas vue
Kehna tha jo keh na saka
Je voulais te dire ce que je n'ai pas pu dire
Woh baatein adhoori
Ces paroles inachevées
Keh deta main poori
Je les aurais dites en entier
Yaadon mein hi jee raha
Je vis dans mes souvenirs
Yaadon mein hi jee raha
Je vis dans mes souvenirs
Fariyaad meri mujh mein kahin
Mon appel à l'aide résonne en moi
Baaki rahi, tu gayi kahan
Je suis resté, es-tu allée ?
Kitni dafa hum tum mile
Combien de fois nous sommes-nous rencontrés
Kehna tha jo kyun nahi kaha
Pourquoi n'ai-je pas dit ce que je voulais dire ?
Woh baatein adhoori
Ces paroles inachevées
Keh deta main poori
Je les aurais dites en entier
Yaadon mein hi jee raha
Je vis dans mes souvenirs
Yaadon mein hi jee raha
Je vis dans mes souvenirs
Yaadon mein hi jee raha
Je vis dans mes souvenirs
Yaadon mein hi jee raha
Je vis dans mes souvenirs
Mujhko kabhi kabhi
Parfois, je me retrouve
Aata hai ye khayaalon mein
Dans ces pensées
Khoya sa main hoon khoyi si tum ho
Je suis perdu, tu es perdue
Aa gaye hum kahan
sommes-nous allés ?
Khud ko kabhi kabhi
Parfois, je me retrouve
Paata hoon in sawaalon mein
Dans ces questions
Tum bhi gar ye sochte ho
Tu penses aussi à ça
Hai dooriyaan sazaa
La distance est une punition
Woh baatein adhoori
Ces paroles inachevées
Keh deta main poori
Je les aurais dites en entier
Yaadon mein hi jee raha
Je vis dans mes souvenirs
Yaadon mein hi jee raha
Je vis dans mes souvenirs
Woh baatein adhoori
Ces paroles inachevées
Keh deta main poori
Je les aurais dites en entier
Yaadon mein hi jee raha
Je vis dans mes souvenirs
Yaadon mein hi jee raha
Je vis dans mes souvenirs
Yaadon mein hi jee raha
Je vis dans mes souvenirs
Yaadon mein hi jee raha
Je vis dans mes souvenirs
Tu gayi kahan
es-tu allée ?





Writer(s): Tushar Joshi


Attention! Feel free to leave feedback.