Alka Yagnik & Kumar Sanu - Masoom Sanam paroles de chanson

paroles de chanson Masoom Sanam - Kumar Sanu , Alka Yagnik



] Heeeeyyy Ahaha ahaahaahahaa Mmmmmm
Masoom sanam, tu aur mujhe
Masoom sanam, tu aur mujhe,
Deewana bana de
♬♬
O masoom sanam, tu aur mujhe,
Deewana bana de
Main pyar tujhe, kyun karne laga
Main pyar tujhe, kyun karne laga
Itna to bata de
♬♬
Mohabbat mohabbat
Ye hi hai mohabbat
Inayat inayat ye hi hai inayat
F] Ooo Mahebub mere, duniya se mujhe
Mahebub mere, duniya se mujhe
Begana bana de
Mahebub mere, duniya se mujhe
Begana bana de
Main pyar tujhe kyun karne lagi
Itna to bata de
Music
⭐️Like & Follow⭐️
♬♬
F] Pichhle janam ka, tera mera
Rishta hai jaise
Ek,khwab sa hai aankho mein basa yeh
Chehra hai jaise
♬♬
M] Dil bhi de du, jaan bhi de du
Ulfat ke badle
Jo,mang le tu de sakta hu
Chahat ke badle
Mohabbat mohabbat
Ye hi hai mohabbat
Inayat inayat ye hi hai inayat
F] Madhoosh kare,jo dil ko mere,
Wo jaadu, chala de
M] O masoom sanam, tu aur mujhe,
Deewana bana de
F] Main pyar tujhe, kyun karne lagi
Itna to bata de
Music
⭐️Like & Follow⭐️
♬♬
M] Phulo ke jaise, khilte badan pe
Lahraaye aanchal
Khushbu wafa ki, dil mein bikhre
Saanso mein ho halchal
♬♬
F] Tu muskura ke, jab dekhe,
Dil pe nasha chhaye
Har ek tamanna, le angdai,
Armaan machal jaye
Mohabbat mohabbat
Ye hi hai mohabbat
Inayat inayat ye hi hai inayat
M] Bejaan si hai,dil ki dhadkan,
Jeena to sikha de
F] Mahebub mere duniya se mujhe,
Begana bana de
Main pyar tujhe, kyun karne lagi
Itna to bata de
M] Ha.Masoom sanam, tu aur mujhe,
Deewana bana de
Main pyar tujhe, kyun karne laga
Itna to bata de
Mohabbat mohabbat
Ye hi hai mohabbat
Inayat inayat ye hi hai inayat



Writer(s): Anu Malik, Faiz Anwar


Alka Yagnik & Kumar Sanu - Surakshaa (Hindi Film)
Album Surakshaa (Hindi Film)
date de sortie
21-12-1994




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.