Anup Jalota - Hari Naam Ka Pyaala - traduction des paroles en anglais

Paroles et traduction Anup Jalota - Hari Naam Ka Pyaala




Hari Naam Ka Pyaala
Hari Naam Ka Pyaala
हरी नाम का प्याला
Hari naam ka pyaala
हरे कृष्ण की हाला।
Hare Krishna ki haala.
ऐसी हाला पी पीकर के
Aisi haala pee pee kar ke
चला चले मतवाला॥
Chala chale matwaala॥
हरी नाम का प्याला
Hari naam ka pyaala
हरी नाम का प्याला
Hari naam ka pyaala
और हरे कृष्ण की हाला
Aur hare Krishna ki haala
हरी नाम का प्याला प्याला
Hari naam ka pyaala pyaala
और हरे कृष्ण की हाला
Aur hare Krishna ki haala
ऐसी हाला पी पीकर के
Aisi haala pee pee kar ke
चला चले मतवाला॥
Chala chale matwaala॥
राधा जैसी बाला,
Radha jaisi baala,
और वृन्दावन का ग्वाला
Aur Vrindavan ka gwaala
राधा जैसी बाला,
Radha jaisi baala,
और वृन्दावन का ग्वाला।
Aur Vrindavan ka gwaala.
ऐसा ग्वाला मुरली मनोहर
Aisa gwaala murali manohar
जपो कृष्ण की माला॥
Japo Krishna ki maala॥
हरी नाम का प्याला प्याला
Hari naam ka pyaala pyaala
हरे कृष्ण की हाला।
Hare Krishna ki haala.
ऐसी हाला पी पीकर के
Aisi haala pee pee kar ke
चला चले मतवाला॥
Chala chale matwaala॥
हरे कृष्ण का जप हो
Hare Krishna ka jap ho
हरे कृष्ण का जप हो
Hare Krishna ka jap ho
और हरे कृष्ण की माला
Aur hare Krishna ki maala
हरे कृष्ण का जप हो
Hare Krishna ka jap ho
और हरे कृष्ण की माला।
Aur hare Krishna ki maala.
दिव्य ज्योत से ह्रदय शुद्ध हो
Divya jyoti se hriday shuddha ho
निकले मन की ज्वाला॥
Nikale man ki jwaala॥
हरी नाम का प्याला
Hari naam ka pyaala
और हरे कृष्ण की हाला।
Aur hare Krishna ki haala.
ऐसी हाला पी पीकर के
Aisi haala pee pee kar ke
चला चले मतवाला॥
Chala chale matwaala॥
हरी नाम का प्याला
Hari naam ka pyaala
हरे कृष्ण में बल है
Hare Krishna mein bal hai
हरे कृष्ण में बल है
Hare Krishna mein bal hai
कृष्णा जल और थल है।
Krishna jal aur thal hai.
हरे कृष्ण में बल है
Hare Krishna mein bal hai
कृष्णा जल और थल है।
Krishna jal aur thal hai.
ऐसे नव जल थल में
Aise nav jal thal mein
पी लो नारायण की हाला॥
Pee lo Narayana ki haala॥
हरी नाम का प्याला
Hari naam ka pyaala
और हरे कृष्ण की हाला।
Aur hare Krishna ki haala.
हरी नाम का प्याला प्याला
Hari naam ka pyaala pyaala
हरे कृष्ण की हाला।
Hare Krishna ki haala.
ऐसी हाला पी पीकर के
Aisi haala pee pee kar ke
चला चले मतवाला॥
Chala chale matwaala॥
ऐसी हाला पी पीकर के
Aisi haala pee pee kar ke
चला चले मतवाला।
Chala chale matwaala.
ऐसी हाला पी पीकर के
Aisi haala pee pee kar ke
चला चले मतवाला।
Chala chale matwaala.





Writer(s): ANUP JALOTA, NARAYAN PRASAD


Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.