Ghulam Ali - Karoon Na Yaad Magar - traduction des paroles en anglais

Paroles et traduction Ghulam Ali - Karoon Na Yaad Magar




Karoon Na Yaad Magar
Karoon Na Yaad Magar
Karun na yaad magar kis tarah bhulaaon usay
I will not remember, but how can I forget you?
Ghazal bahana karun aur gungunaon usay
I will make an excuse of a Ghazal and hum you
Karun na yaad magar kis tarah bhulaon usay
I will not remember, but how can I forget you?
Wo khaar khaar hai shaakhay gulab ki maanind
You are as thorny as the branches of a rose
Mein zakhm zakhm hu fir b galay lagaon usay
I am wounded, but still I will embrace you
Karun na yaad magarrr kis tarah bhulaon usay
I will not remember, but how can I forget you?
Ye log tazkiray kartay hain apnay pyarun k
These people talk about their loved ones
Mein kis se baat karun aur kahan se laaon usay
With whom should I talk and from where should I bring you?
Karun na yaad magar kis tarah bhulaon usay
I will not remember, but how can I forget you?
Jo hamsafar saray manzil bichad raha hai faraz
The fellow travelers are all parting ways, Faraz
Ajab nahi hai agar yaad bhi na aaon usay
It is not strange if I too am forgotten
Karun na yaad magar kis tarah bhulaon usay
I will not remember, but how can I forget you?
Ghazal bahana karun aur gungunaon usay
I will make an excuse of a Ghazal and hum you





Writer(s): Ghulam Ali


Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.