Junaid Jamshed - Har shaqs ki gardan pe hai - traduction des paroles en anglais

Paroles et traduction Junaid Jamshed - Har shaqs ki gardan pe hai




Har shaqs ki gardan pe hai
Every person's neck is indebted to Muhammad (PBUH)
Har Shakhs Ki Gardan Pe Hai Ehsaan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
Every person's neck is indebted to Muhammad (PBUH)
Har Simaat Nazar Ata Hai Faizan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
Every countenance appears adorned with the grace of Muhammad (PBUH)
Mumkin Nahi Muj Se Ho Bayaan Shan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
It is impossible for me to fully describe the glory of Muhammad (PBUH)
Jibrial-E-Amin Rehte They Darbaan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
The angel Gabriel remained the doorkeeper of Muhammad (PBUH)
Har Daur May Baatil Nay Bohat Zor Lagaya
Throughout every era, falsehood has exerted great force
Laikin Na Bhujhi Mashaal-e-Quraan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
But the torch of the Quran of Muhammad (PBUH) has never been extinguished
Ummat Main Abu Bakr Ka Saani Nahi Koi
There is no one in the Ummah like Abu Bakr
Jo Paas tha Sub Kar Dya Qurban-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
Who sacrificed everything he had for Muhammad (PBUH)
Har Shakhs Ki Gardan Pay Hai Ehsaan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
Every person's neck is indebted to Muhammad (PBUH)
Har Simt Nazaar Ataa Hai Faizan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
Every Simt Nazaar Ataa Hai Faizan-e-Muhammad (PBUH)
Islam ki Azmat Ko Umer Nay Hai Barhaya
Umar raised the stature of Islam
Har Mulkk Main Phela Diya Farman-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
He spread the message of Muhammad (PBUH) to every country
Usman Nay Irshaad-e-Nabwi Samne Rakha
Uthman put the teachings of the Prophet into practice
Seencha Hai Lahoo De Ke Jo Bostan-e-Mohammad صلى الله عليه و سلم
He watered the garden of Muhammad (PBUH) with his own blood
Haider Ki Shujaat Ho Ke Hamza Ki Shahadat
The bravery of Haider and the martyrdom of Hamza
Dono May Nazar Ae Humain Shan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
Both reflect the glory of Muhammad (PBUH)
Har Shakhs Ki Gardan Pay Hai Ehsaan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
Every person's neck is indebted to Muhammad (PBUH)
Har Simt Nazar Aata Hai Faizan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
Every Simt Nazar Aata Hai Faizan-e-Muhammad (PBUH)
Karta Hai Wo Ashaar Main Bhi Zikr-e-Sahaba
He includes the mention of the Sahaba in his poetry
Jo Bhi Hai Haqiqat Main Sana Khuwan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
Who are truly the panegyrists of Muhammad (PBUH)
Barhti Hi Rahi Shan-e-Wara Faana Laka Zikrak
The glory of Wara Faana Laka Zikrak continues to grow
Allah Ki Rehmat Hai Nighah ban-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
The mercy of Allah is the shade of the abode of Muhammad (PBUH)
Aey Meray Khuda Tujh Se Ye Danish Ki Duaa Hai
O my God, this is my humble request to you
Chootay Na Kabhi Haath Se Damaan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
May I never let go of the hem of Muhammad's (PBUH) cloak
Har Shakhs Ki Gardan Pay Hai Ehsaan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
Every person's neck is indebted to Muhammad (PBUH)
Har Simat Nazar Ata Hai Faizan-e-Muhammad صلى الله عليه و سلم
Every countenance appears adorned with the grace of Muhammad (PBUH)





Writer(s): Junaid Jamshed


Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.