Lata Mangeshkar - O Sajana Barkha Bahar Aayi (Revival) paroles de chanson

paroles de chanson O Sajana Barkha Bahar Aayi (Revival) - Lata Mangeshkar



Film: Parakh (1960)
O sajana
O sajana barkha bahar aayi
Ras ki puhaar layi, ankhiyon mein pyar layi
O sajana barkha bahar aayi
Ras ki puhaar layi, ankhiyon mein pyar layi
O sajana
Tumko pukare mere mann ka papihara
Tumko pukare mere mann ka papihara
Meethi meethi agni mein jale mora jiyara
O sajana barkha bahar aayi
Ras ki puhaar layi, ankhiyon mein pyar layi
O sajana
Aesi rimjhim mein o sajan
Pyase pyase mere nayan
Tere hi khwab mein kho gaye
Aesi rimjhim mein o sajan
Pyase pyase mere nayan
Tere hi khwab mein kho gaye
Sawali saloni ghata jab jab chaayi
Sawali saloni ghata jab jab chaayi
Akhiyonmein rain aa gayi
Neendiyan na aayi
O sajana barkha bahar aayi
Ras ki puhaar layi, ankhiyon mein pyar layi
O sajana barkha bahar aayi
Ras ki puhaar layi, ankhiyon mein pyar layi
O sajana




Lata Mangeshkar - Parakh (Original Motion Picture Soundtrack)
Album Parakh (Original Motion Picture Soundtrack)
date de sortie
01-12-1960




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.