Mohammed Rafi - Tere Naam Ka Diwana paroles de chanson

paroles de chanson Tere Naam Ka Diwana - Mohammed Rafi




Tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondta hai
Tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondta hai
Jis nazar pe dil fidaa hai, us nazar ko dhoondta hai
Tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondta hai
Aavzein dil kee pahchaan le
Main kaun hoon too ye jaan le
Aavzein dil kee pahchaan le
Main kaun hoon too ye jaan le
Ek raat ka sithaaraa ek sahar ko dhoondta hai
Tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondta hai
Ye zindagi to hai ek safar
Ye zindagi to hai ek safar
Is safar mein ek musaafir hamsafar ko dhoondta hai
Tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondta hai
Phulon mein jaise hai rang-o-bu
Mujh ko cchopa le aankhon mein too
Phulon mein jaise hai rang-o-bu
Mujh ko cchopa le aankhon mein too
Mera dil tadap-tadap kar dilbar ko dhoondta hai
Tere naam ka deewaanaa tere ghar ko dhoondta hai
Jis nazar pe dil fidaa hai, us nazar ko dhoondta hai
Us nazar ko dhoondta hai
Us nazar ko dhoondta hai





Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.