Paroles et traduction Munni Begum - Main Khayal Hoon
Добавлять перевод могут только зарегистрированные пользователи.
Main Khayal Hoon
My Imagination
Maiñ
ḳhayāl
huuñ
kisī
aur
kā
mujhe
sochtā
koī
aur
hai
I
am
someone
else's
imagination,
someone
else
thinks
of
me
Sar-e-ā.īna
mirā
aks
hai
pas-e-ā.īna
koī
aur
hai
My
reflection
is
in
the
mirror,
but
someone
else
is
behind
it
Maiñ
kisī
ke
dast-e-talab
meñ
huuñ
to
kisī
ke
harf-e-duā
meñ
huuñ
I
am
in
someone's
grasp
of
desire,
in
someone's
prayer
Maiñ
nasīb
huuñ
kisī
aur
kā
mujhe
māñgtā
koī
aur
hai
I
am
someone
else's
destiny,
someone
else
asks
for
me
Ajab
e'tibār
o
be-e'tibārī
ke
darmiyān
hai
zindagī
Strange
is
the
trust
and
distrust
between
life
Maiñ
qarīb
huuñ
kisī
aur
ke
mujhe
jāntā
koī
aur
hai
I
am
close
to
someone
else,
someone
else
knows
me
Mirī
raushnī
tire
ḳhadd-o-ḳhāl
se
muḳhtalif
to
nahīñ
magar
My
glow
is
not
different
from
your
beautiful
face,
but
Tū
qarīb
aa
tujhe
dekh
luuñ
tū
vahī
hai
yā
koī
aur
hai
Come
closer,
let
me
see
you,
are
you
the
same
or
someone
else?
Tujhe
dushmanoñ
kī
ḳhabar
na
thī
mujhe
dostoñ
kā
patā
nahīñ
You
didn't
know
about
the
enemies,
I
didn't
know
about
the
friends
Tirī
dāstāñ
koī
aur
thī
mirā
vāqi.a
koī
aur
hai
Your
story
was
different,
my
incident
was
different
Vahī
munsifoñ
kī
rivāyateñ
vahī
faisloñ
kī
ibārateñ
Same
old
customs
of
judges,
same
old
words
of
judgments
Mirā
jurm
to
koī
aur
thā
pa
mirī
sazā
koī
aur
hai
My
crime
was
different,
my
punishment
is
different
Kabhī
lauT
aa.eñ
to
pūchhnā
nahīñ
dekhnā
unheñ
ġhaur
se
If
they
ever
return,
don't
ask,
observe
them
carefully
Jinheñ
rāste
meñ
ḳhabar
huī
ki
ye
rāsta
koī
aur
hai
Those
who
knew
on
the
way
that
this
path
was
different
Jo
mirī
riyāzat-e-nīm-shab
ko
'salīm'
sub.h
na
mil
sakī
What
my
midnight
meditation
couldn't
find,
'Salim'
To
phir
is
ke
ma.anī
to
ye
hue
ki
yahāñ
ḳhudā
koī
aur
Then
the
meaning
of
this
is
that,
here,
God
is
someone
else
Évaluez la traduction
Seuls les utilisateurs enregistrés peuvent évaluer les traductions.
Writer(s): Munni Begum
Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.