Noor Jehan - Kabhi Kitaboon Mein Phool - traduction des paroles en anglais

Paroles et traduction Noor Jehan - Kabhi Kitaboon Mein Phool




Kabhi Kitaboon Mein Phool
When You Put Flowers in Books
Kabhi kitaabon mein phool rakhna
When you put flowers in books
Kabhi darakhton pe naam likhna
When you write names on trees
Humein bhi hain yaad aaj tak woh
I still remember
Nazar se harf-e-salam likhna
Writing hello with my eyes
Woh chaand chehray woh bahkee baatein
Your moon-like face, your intoxicating words
Sulagtay din thay mahektee raatein
Those radiant days, those fragrant nights
Woh chhotay chhotay se kaaghazon par
On small pieces of paper
Muhabbaton ke payaam likhna
Writing love letters
Gulaab chehron se dil lagaana
Falling in love with rosy cheeks
Woh chupke chupke nazar milaana
Secretly meeting eyes
Woh aarzoo-won ke khwab bun-na
Weaving dreams of desire
Woh qissa-e-naa-tamaam likhna
Writing an unfinished story
Mere nagar ki haseen fazaa-won
In my city's beautiful streets
Kaheen jo un ka nisaan paao
If you find any sign of them
To poochhnaa ke kahan basey woh
Please ask them where they live
Kahan hai un ka qayam likhna
Where they reside now





Writer(s): Hassan Rizvi, Raees Khan


Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.