Nusrat Fateh Ali Khan - Chalo Dayar-E-Nabi - traduction des paroles en russe

Paroles et traduction Nusrat Fateh Ali Khan - Chalo Dayar-E-Nabi




Bigri howi banti hai her baat madine mein
Bigri howi banti hai her baat madine mein
Gharkhaar mohammad ki hai zaat madine mein
Гархаар Мохаммад ки хай заат Мадин Майн
Chalo dyar e nabi ki janib, darood lub pe saja saja ker
Чало дьяр э Наби ки джаниб, даруд луб Пе саджа саджа Кер
Bahar lootein ge hum karam ki, dilon ko daaman bana bana ker
Бахар лутейн Ге Хум Карам ки, Дилон ко дааман бана бана Кер
Chalo dyar e nabi ki janib
Чало Диар и Наби ки джаниб
Chalo dyar e nabi ki janib
Чало Диар и Наби ки джаниб
Do jahan ka bharam madine mein, hai karam he karam madine mein
Do jahan ka bharam madine mein, hai karam he karam madine mein
Sir ke sajde to su-e-kaaba hai, hai dilon ka haram madine mein
Sir ke sajde to su-e-kaaba hai, hai dilon ka haram madine mein
Khatm hote hein aik he pal mein, sare dard o alam madine mein
Khatm hote hein aik he pal mein, sare dard o alam madine mein
Haar ashqon ke phol zakhmon ke, le ke jain ge hum madine mein
Haar ashqon ke phol zahmon ke, le ke jain ge hum madine mein
Sub jahanon ki likhte hein qismat, shah e loh o kalam madine mein
Sub jahanon ki likte hein qismat, shah e loh o kalam madine mein
Meri saim yeh he tamanna hai, bus nikal jaye dum madine mein
Meri saim yeh he tamanna hai, bus nikal jaye dum madine mein
Teg-o-tarap ko barhatay chale chalo,
Teg-o-tarap ko barhatay chale chalo,
Dil mein charagh-e-ishq barhate chale chalo
Dil mein charagh-e-ishq barhate chale chalo
Us taajdar-e-husn ki tazeem ke liyeh,
Us taajdar-e-husn ki tazeem ke liyeh,
Aakhon ko farsh-e-rah banate chale chalo
Аахон ко фарш-э-РАХ Банате чале Чало
Chalo dyar e nabi ki janib chalo chalo
Чало Диар и Наби ки джаниб Чало Чало
Chalo dyar e nabi ki janib chalo chalo
Чало Диар и Наби ки джаниб Чало Чало
Chalo dyar e nabi ki janib, darood lub pe sajaa sajaa ker
Чало дьяр э Наби ки джаниб, даруд луб Пе саджаа саджаа Кер
Bahar lootein ge hum karam ki, dilon ko daaman bana bana ker
Бахар лутейн Ге Хум Карам ки, Дилон ко дааман бана бана Кер
Na un ke jaisa sakhi hai koi, na un ke jaisa ghani hai koi
Na un ke jaisa sakhi hai koi, na un ke jaisa ghani hai koi
Wo bewanaon ko her jaga se, nawazte hein bula bula ker
Wo bewanaon ko her jaga se, nawazte hein bula bula ker
Mein wo bhikari hoon jiss ki jholi mein koi husn-e-amal nahi hai
Mein wo bhikari hoon jiss ki jholi mein koi husn-e-amal nahi hai
Magar wo ehsaan ker rahay hein khataein meri chupa chupa ker
Магар во эсаан Кер рахай Хейн хатаин Мери чупа чупа Кер
Hai unko ummat se pyar kitna, karam hai rehmat shuar kitna
Хай унко уммат се Пяр китна, Карам хай рехмат шуар китна
Hamare jurmon ko dho rahe hein, huzoor aanso baha baha ker
Хамаре юрмон ко ДХО Рахе Хейн, Хузур ансо Баха баха Кер
Yeh he asaas-e-amal hai meri, isi se bigri bani hai meri
Yeh he asaas-e-amal hai meri, isi se bigri bani hai meri
Samay ko karam khuda ka, nabi ki naatein suna suna ker
Samay ko karam khuda ka, nabi ki naatein suna suna ker
Agar muqaddar mein ya-(wali?) ki, agar madine gaya mein khalid
Agar muqaddar mein ya - (wali?) ki, agar madine gaya mein khalid
Qadam qadam pe hazaaro sajde, karoon ga sir ko jhuka jhuka ker
Qadam qadam pe hazaaro sajde, karoon ga sir ko jhuka jhuka ker
Chalo dyar-e-nabi ki janib darood lab pe saja saja ker...
Чало дьяр-э-Наби ки джаниб даруд лаб Пе саджа саджа Кер...





Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Khalid Mehmud


Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.