S. P. Balasubrahmanyam - Dhiktana - From "Hum Aapke Hain Koun" - traduction des paroles en anglais

Paroles et traduction S. P. Balasubrahmanyam - Dhiktana - From "Hum Aapke Hain Koun"




Dhiktana - From "Hum Aapke Hain Koun"
Dhiktana - From "Hum Aapke Hain Koun"
Dhiktana, Tiktana, Dhiktana
Dhiktana, Sour, Dhiktana
Dhik, Dhiktana, Tiktana, Dhiktana
Dhik, Dhiktana, Sour, Dhiktana
Bhabhi Tum Khushiyon Ka Khazana
Sister-in-law, You are a Treasure of happiness
Dhiktana, Tiktana, Dhiktana
Dhiktana, Sour, Dhiktana
Pehli Kiran Jab Se Uge
Ever since the first ray of sun rises
Bhabhi Meri Tab Se Jage
My Sister-in-law wakes up
Sabka Pura Dhyan Dhare Woh
She gives her full attention to everyone
Shaam Dhale Tak Kaam Kare
She works till the evening
Kal Tak Raha, Is Chaon Se
Until yesterday, my childhood was
Mera Bachpan Anjana
Unknown to this joy
Dhiktana
Dhiktana
Hogi Meri Shaadi Kabhi
When will I get married?
Kahte Hain Yeh Mujhse Sabhi
Everyone asks me this
Khud Apni Devrani Chunna
Find your own sister-in-law
Baat Kisi Ki Mat Sunna
Don't listen to anyone
Tum Dhoondh Ke, Rang Roop Mein
You search, for beauty and grace
Apni Parchhai Laana
Find your reflection
Dhiktana
Dhiktana
Kab Tak Rahun Sabse Chota
How long will I be the youngest?
Aaye Koi Mujhse Chota
May someone younger than me come
Hansta Bolta Koi Khilona
A laughing, talking toy
Ab In Bahon Ko Do Na
Now give these arms
Tumse Maange, Ghar Ka Aangan
I ask from you, a gift for our home
Pyara Pyara Nazrana
Lovely, sweet present
Dhiktana
Dhiktana





Writer(s): RAAM LAXMAN, RAVINDER RAWAL


Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.