Shaan feat. Alka Yagnik - Tune Kaha Jab Se Haan paroles de chanson

paroles de chanson Tune Kaha Jab Se Haan - Shaan feat. Alka Yagnik

Tune kahaa jab se "haan," ye lab muskuraane lage

Mujh mein jaan aa gayi, dil dhadkane lagaa

Nain sapane sajaane lage

Pal mein hansaaya, pal mein rulaayaa
Tune muje, hae, kithna sataaya
Kuch sadamein the, kuch doori thi
Kuch meri bhee majaburi thi
Kaise guzari raatein? kaise kate mere din?
Tere hee liye bas zindaa rahee tere bin
Kaise guzari raatein? kaise kate mere din?
Tere hee liye bas zindaa raha tere bin
Zindaa raha tere bin
Mujh mein jaan aa gayi, dil dhadkane lagaa
Mujh mein jaan aa gayi, dil dhadkane lagaa
Nain sapane sajaane lage
Tune kahaa jab se "haan," ye lab muskuraane lage
Tune kahaa jab se "haan," ye lab muskuraane lage
Rut ye milan kee, ye purvaai
Kitni dua ke baad hai aayee
Ek pal bhee naa rahana akele
Aake muje too banhon mein le-le
Aake paas tere har dard jaane lagaa
Chhoo ke teri saansein, muje chain aanae lagaa

Muje chain aanae lagaa
Mujh mein jaan aa gayi, dil dhadkane lagaa
Mujh mein jaan aa gayi, dil dhadkane lagaa
Nain sapane sajaane lage
Tune kahaa jab se "haan," ye lab muskuraane lage
Tune kahaa jab se "haan," ye lab muskuraane lage
Mujh mein jaan aa gayi, dil dhadkane lagaa
Mujh mein jaan aa gayi, dil dhadkane lagaa
Nain sapane sajaane lage

Writer(s): Sameer, Sanjeev Darshan

Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.