Shuja Haider - Faslon Ko Takalluf - traduction des paroles en anglais

Paroles et traduction Shuja Haider - Faslon Ko Takalluf




Faslon Ko Takalluf
Faslon Ko Takalluf
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar
If distances keep you apart
Hum Bhi Bebas Nehi Be-Sahaara Nehi
I am not helpless, nor am I alone
Khud Unhi Ko Pukaare Ge Hum Door Se
I will call out to them from afar
Raastein Mein Agar Paoon Thak Jaayengein
If my feet grow weary on the journey
Jaise Hi Sabz Ghumbad Nazar Aayega
As soon as the green dome appears
Bandagi Ka Kareena Badal Jayege
The meaning of servitude will change
Sar Jukane Ki Fursat Milengi Kisein?
Who will find the time to bow their heads?
Khud Hi Palkou se Sajde Tapak Jaayengein
Prostrations will fall from my eyelashes
Hum Madinein Mein Tanha Nikal Jaayengein
I will set out alone for Madinah
Aur galliyon Mein Kasdam Bhatak Jaayengein
And wander lost in its streets
Hum Wahan Jaa ke Wapis Nehi Aayengein
I will not return from there
Dhoondte Dhoondte Log Thak Jaayengein
People will grow weary of searching for me
Naam Unka Jahaan Bhi Liya Jaayega
Wherever your name is mentioned
Zikr Unka Jahaan Bhi Kiya Jaayenga
Wherever your remembrance is made
Noor Hi Noor Seenou Mein Bhar Jaayega
Light upon light will fill my breast
Saari Mehfil Mein Jalwein Lapak Jaayengein
Your grace will shine throughout the assembly
Eh Madinein Ke Zayar Khuda Ke liyen
Oh, for the sake of God, in Madinah
Dastaann e Safar Mujh ko Yoon Mat Suna
Do not tell me the tale of the journey
Dil Tadap Jayyega Baat Bar Jaayengi
My heart will yearn, and my words will betray me
Mere Muhtat Aansoon Jhalak Jaayengein
Tears of desire will fall from my eyes
Unki Chashme Karam Ko hai Iski Khabar
Your eyes of mercy are aware of this
Kis Musafir Ko Hai Kitna Shokk e Safar
What traveler does not love to journey?
Humko Iqbal Jabhi Ijjaazat Mili
When I receive permission from Iqbal
Hum Bhi Aaqa ke Darbaar Taq Jaayengein
I will also go to your court, my lord
Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar
If distances keep you apart
Hum Bhi Bebas Nehi Be-Sahaara Nehi
I am not helpless, nor am I alone
Khud Unhi ko Pukaaren Ge Hum Door Se
I will call out to them from afar
Raastein Mein Agar Paoon Thaq Jaayengein
If my feet grow weary on the journey





Writer(s): Qari Waheed Zafar Qasmi


Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.