Simtech Productions - Sidra Se Bhi Aage - traduction des paroles en anglais

Paroles et traduction Simtech Productions - Sidra Se Bhi Aage




Sidra Se Bhi Aage
Beyond Sidra
Sidra Se Bhi Aage Kaun Gaya Jibril e Amin Se Poocho
Beyond Sidra, who has gone? Ask Jibril, the Trusted One.
Mairaj Ka Dulha Kain Bana Jibril e Amin Se Poocho
The Bridegroom of Ascension wore a veil, ask Jibril, the Trusted One.
Kya Hai Tauqeer e Shah e Umam Insan Se Ho Paye Na Raqam
What is the glory of the Master of Mankind? It cannot be comprehended by man,
Kya Farshe Zamin Kya Arshe Bari Sab Hai Aaqa Ke Zaire Qadam
Neither the Earth nor the Throne of Heaven, both are under the Feet of our Master.
Sultan e Madina Ka Rutba Jibril e Amin Se Poocho
The Sultan of Medina, ask Jibril, the Trusted One, about his rank.
Jibril Se Rabne Farmaya Jannat Ki Sawari Lekar Jaa
Jibril, the Lord said, "Take the heavenly mount,
Mehboob Se Ye Jaakar Kehde Abb Aake Kare Wo Sher Zara
Go to the Beloved and say, "Now come, recite that verse."
Fir Kaise Hui Tamil e Khuda Jibril e Amin Se Poocho
Then how did the Praise of God happen? Ask Jibril, the Trusted One.
Hai Mehwe Rahat Shah e Deen, Shasopanj May Hai Jibril e Amin
Immersed in comfort is the King of Faith, around whom are Jibril and his companions.
Bedar Kare Kaise Seh Ko, Ho Jaye Kahi Na Beadbi
How can you awaken the Sahi, lest there be disrespect?
Taazime Nabi Hoti Hai Kya Jibril e Amin Se Poocho
What is the respect due to the Prophet? Ask Jibril, the Trusted One.
Paas Aake Rasool e Azam Ke Paoo Ke Janib Khade Hue
Coming near, the Messenger of God stood facing his feet.
Taazim Baja Laye Pehle Fir Paoo Pe Noori Lab Rakh Ke
First, he respectfully bowed, then placed his luminous lips on his feet.
Talwo Ko Diya Hai Kyun Bosa Jibril e Amin Se Poocho
Why did he kiss the soles of his feet? Ask Jibril, the Trusted One.
Aqsa May Sawari Jab Pohnchi Nabiyo Ki Jamaat Haazir Thi
When the mount reached Aqsa, the assembly of prophets was present.
Karne Ko Adaa Rab Ka Sajda Saf Basta Jamaat Khadi Hui
To perform the Lord's command, they stood in rows, ready to prostrate.
Hai Sharf e Imamat Kise Mila Jibril e Amin Se Poocho
Who was given the honor of leading the prayer? Ask Jibril, the Trusted One.
Pohnche Aakhir Oos Manzil Per Jalte Hai Jahan Jibril Ke Par
He finally reached that destination where even Jibril's wings burn.
Jibril Ruke Sarkaar Badhe Pohnche Hai Arsh e Azam Par
Jibril stopped, but the Master went on, reaching the Throne of Glory.
Mehman e Khuda Hai Kaun Bana Jibril e Amin Se Poocho
Who was made the guest of God? Ask Jibril, the Trusted One.
QAISER Hai Wahi Mehboob e Khuda Taha Yasin Hai Laqab Mila
QAISER is that Beloved of God, Taha Yasin is his title,
Quran e Muqaddas Ne Unko Wa-rafana-laka-zikrak Hai Kaha
The Holy Quran has said of him, "And We have exalted thy fame."
Khalique Ne Jo Baksha Hai Rutba Jibril e Amin Se Poocho
What status has the Creator bestowed upon him? Ask Jibril, the Trusted One.





Simtech Productions - Majmooah Kalaam
Album
Majmooah Kalaam
date de sortie
04-02-2014

1 Mula Ya Salie
2 Qasida Burda Shareef
3 Tu Amir-E-Haram
4 Ae Mere Moula
5 Parte Raho Namaaz
6 Noor Wala Aaya Hai
7 Apne Rabb Ko Yaad Karo
8 Mene Tumhe Dekahe
9 Yeh Deoband
10 Siwa Tera
11 Soz-E-Dil
12 Ya Rabb
13 Mustufa Mujtuba
14 Islam Sahaba (R.A)
15 Drood O Salaam
16 Jashne Aamade Rasool
17 Yanabiyun Yanabiyun
18 Woh Nabiyon Main Rehmat
19 Wasalle Allah Alla Noor (Farsi)
20 Teri Jaliyon Ke Neechay
21 Amina Ka Laal
22 La-Illaha Illallah
23 Apnay Iman Ke
24 Aik Sitara tha Main
25 Meh Tere Qurbaan
26 Qaseeda Burdah
27 Kadam Hai Bilaal Aaj
28 Mere Nabi(Pbuh) Ka Roza
29 Taiba Ke Jane Wale
30 Azan Ho Rahi He
31 Maine Tumhe Dekha Hai
32 Laailaha Illallah
33 Illahi Mehboob
34 Ek Hi Allah
35 Sarkaar-E-Do Aalam
36 Parwar Digaar-E-Aamal
37 Dil Ki Taiba
38 La Pe Muhammed (S.A.W)
39 Nathe Sarkar
40 Meetha Meetha
41 Haji Yo
42 Sarka He Dualam
43 Huzoori Shahe
44 Teri Aashiq
45 Dar Pe Bulao
46 Aamina Ka Lal Aaya
47 Dunya Ke Aye Musafir
48 Sub Se Olaw Aala Hamara Nabi
49 Khair-Ul-Bashar Per Lakhoon Sa
50 Balaghulula Bakamale He
51 Salaam
52 Gunahon Ki Adat
53 Badal Ko Shabnam Kia Samjhay
54 Yaa Hayoo Yaa Qayum
55 Parteh Raho Namaaz
56 Parhkar Samjho Kia Hai Meem
57 Maqsad Me Allah
58 Allaha Allah Jallah Jallalahu
59 Akho Ka Nur Allah
60 Naame He Unka
61 Allaha Allah
62 Mere Aaqa
63 Mubarak Bad Ae Loko
64 Allahu
65 Nazar Du
66 La Ma'bood Illallah
67 Me Madina Chala
68 Qaseeda Burda Sharif Orignal
69 Tamana Mudate Se
70 Allah Hu Allah Orignal
71 Tariq Ne Puja
72 Ae Khuda
73 Arzo Samaa Pe Chaaya Ya Rabb Nur Tera
74 Tera Kya Banega Bande
75 Teri Shaan
76 Tamanna
77 Betha Hoon Masjid E Nabvi Mein
78 Hafiz E Quran Nazam
79 Nigah E Lutf Peham Se
80 Tare Khushbu Meri Chadar
81 Ya Rasool Allah Teray
82 Unke Luab-E-Pak Se
83 Mere Sarkar Suntay
84 Mere Mola Tera Saani Nahin
85 Hamd
86 Hum Nay Is Ummat Kay Kal Per
87 Rothe Rothe Madinah
88 Lab Pe Aati Hai Dua
89 Allah Hu Allah Hu
90 Azan Aur Azan Ki Dua
91 Aanrezi Paraya
92 Yaa Mere Mola
93 Wo Shamma Ujala
94 Qul Hu Wallah
95 Maa Baap Is Jahaan Me
96 Har Dam Allah Allah Kar
97 Tajdare Madina Ke Jalway
98 Tera Siwaa
99 Sidra Se Bhi Aage

Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.