Sukhwinder Singh - Karam Ki Talwar - traduction des paroles en russe

Paroles et traduction Sukhwinder Singh - Karam Ki Talwar




Karam Ki Talwar
Меч Кармы
Karam ki talwar leke, dharm ki lalkaar leke
С мечом кармы, с кличем дхармы,
Ek yogi tha, vo yogi tha sabpe bhari
Жил йог, он был сильнее всех, дорогая.
Baan uski sadhna tha, yudh to aradhna tha
Стрелы его садхана, война его арахана,
Ek yogi tha, uski to mahima thi nyaari
Жил йог, слава его была несравненной.
Bargad sa khada tarkash ko chadha
Словно баньян стоял, колчан наложив,
Jab jab usne dhanush maroda
Когда он натягивал свой лук,
Ran me kaanpe to kaal thar thar
В битве дрожал даже сам Кал,
Karam ki talwar leke, dharm ki lalkaar leke
С мечом кармы, с кличем дхармы,
Ek yogi tha, vo yogi tha sabpe bhari
Жил йог, он был сильнее всех, милая.
Baan uski sadhna tha, yudh to aradhna tha
Стрелы его садхана, война его арадхана,
Ek yogi tha, vo saadhu tha ya sanghari
Жил йог, был он садху или воином?
Jo na kabhi bhi nirbal pe chhute
Который никогда не тронет слабого,
Vo baan bhi hai aur tir wahi
Та же стрела и тот же лук,
Hai jo kaal vachan ki maryada rakhta
Кто чтит слово Кала,
To maan lo tum ke veer wahi hai
Знай, тот настоящий герой, любимая.
Vo gyaan bhi tha, aisa tha shankar ka
В нем была мудрость, подобная мудрости Шивы,
Abhimaan bhi tha brahma ka vishnu ka
И гордость Брахмы и Вишну,
Vo rup le chinghadta tha
Он принимал облик грозного льва,
Ran me kaanpe to kaal thar thar
В битве дрожал даже сам Кал,
Karam ki talwar leke, dharm ki lalkaar leke
С мечом кармы, с кличем дхармы,
Ek yogi tha, uski hai ye gatha sari
Жил йог, это вся его история, родная.
Baan uski sadhna tha, yudh to aradhna tha
Стрелы его садхана, война его арадхана,
Ek yogi tha
Жил йог,
Vo sheel bhi tha shalin bhi tha
Он был добродетелен и скромен,
Ha chaar me to pandav tha sach me
Среди четверых он был настоящим Пандавом,
Par saamne jo ghanghor macha ho
Но когда разгоралась яростная битва,
Vikraal shiv ka tandav tha sach me
Он был настоящим танцем грозного Шивы,
Gharghor tha vo, uttar tha dakshin tha
Он был громом, он был севером и югом,
Ghar aur tha vo, purab aur paschim me
Он был домом, он был востоком и западом,
Adhikaar ka nish tankaar kare jo
Кто бросал вызов его власти,
Ran me kaanpe to kaal thar thar
В битве дрожал даже сам Кал,
Karam ki talwar leke, dharm ki lalkaar leke
С мечом кармы, с кличем дхармы,
Ek yogi tha, vo yogi tha sabpe bhari
Жил йог, он был сильнее всех, красотка.
Baan uski sadhna tha, yudh to aradhna tha
Стрелы его садхана, война его арадхана,
Ek yogi tha par sansaari
Жил йог, но был он мирским.
Bargad sa khada tarkash ko chadha
Словно баньян стоял, колчан наложив,
Jab jab usne dhanush maroda
Когда он натягивал свой лук,
Ran me kaanpe to kaal thar thar
В битве дрожал даже сам Кал,






Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.