Sadhana Sargam - Navratri Ki Mahima текст песни

Текст песни Navratri Ki Mahima - Sadhana Sargam




Navaratri ke shubh din aaye
Navaraat kee mahima bataae
Navaratri ke shubh din aaye
Navaraat kee mahima bataae
Navaratri ke shubh din aaye
Navaraat kee mahima bataae
Navaratri ke shubh din aaye
Navaraat kee mahima bataae
Mahadeviyon kee puja kar
Mata kee jyoti jagaae
Navaratri ke shubh din aaye
Navaraat kee mahima bataae
Navaratri ke shubh din aaye
Navaraat kee mahima bataae
Pehle din maan shail putree
Duje din maan bhramchaarani
Tije din maan chandra ghanta
Chauthe din pushpanda devi
Paanchave din shrandh mata
Chhatve din maan kadayaayini
Satve din khalaratri
Aathve din mahagauri
Nave din siddhi datri maan ke
Charnon mein sheesh jhukaae
Navaratri ke shubh din aaye
Navaraat kee mahima bataae
Navaratri ke shubh din aaye
Navaraat kee mahima bataae
Jab-jab dusht asur dharti par karte atyaachaar hai
Tab-tab saba devon ke tej se letee maan avatar hai
Durga rup ka srijan hai hota
Karti hai mata sanghar
Sumbh-nisumbh, mahisasur aur
Chand-mund ka ho uddhaar
Saare asuron ka vadh kar ke maan
Srshti ko divya banaae
Navaratri ke shubh din aaye
Navaraat kee mahima bataae
Navaratri ke shubh din aaye
Navaraat kee mahima bataae
Navaraton kee shakti kee puja ka fal pate ram jee
Dasmi ko ravan sanghare
Miti shakti abhimaan kee
Madhav jeev-jantu saba deva
Karne lage saba jai-jai car
Shri ram jai ram jai-jai ram
Raghukul nandan kee jai car
Mahashakti durga puja se
Siddh saba kaam ho jae
Navaratri ke shubh din aaye
Navaraat kee mahima bataae
Navaratri ke shubh din aaye
Navaraat kee mahima bataae
Mahadeviyon kee puja kar
Mata kee jyoti jagaae
Navaratri ke shubh din aaye
Navaraat kee mahima bataae





Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.