Abida Parveen - Hum Na Nikhat Hain Na Gul Hain текст песни

Текст песни Hum Na Nikhat Hain Na Gul Hain - Abida Parveen




Hum na nikhat hain na gul hain jo mahektay jaain
Aag ki tarah jidhar jaain dahektay jaain
Jo bhi aaway hai woh nazdeek baithe hai teray
Hum kahan tak teray pahloo se saraktay jaain
Ghair kowaar ho ghar mein teray subhaan-allah
Aur hum door khaday dar tera taktay jaain
Zabt ab woh hai ke bay-wajha khafa ho ke Hasan
Yaar jaaway to khirad hosh sisaktay jaain



Авторы: Abida Parveen, Mir Hasan


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.