Asha Bhosle - Yeh Saye Hain Yeh Duniya Hai - From "Sitara" - перевод текста песни на английский

Текст и перевод песни Asha Bhosle - Yeh Saye Hain Yeh Duniya Hai - From "Sitara"




Yeh Saye Hain Yeh Duniya Hai - From "Sitara"
These Shadows, This World - From "Sitara"
Yeh Saaye Hain Yeh Duniya Hai
These Shadows, This World
Bhari Bheed Mein Khaali
Empty
Tanhaaiyon Ki
In the Midst of Crowds
Yahan Koi Saahil Sahaara Nahin Hai
There are No Shores or Refuges Here
Kahin Doobne Ko Kinaara Nahin Hai
No Banks to Drown In
Yahan Koi Saahil Sahaara Nahin Hai
There are No Shores or Refuges Here
Yahan Raunak Hai Ruswaaiyon Ki
Here, It is the Gaiety of Disgrace
Yeh Saaye Hai ...
These Shadows ...
Kai Chaand Humne Jalaye Bujhaye
We have Lit and Extinguished Many Moons
Bahut Humne Chaaha Zara Neend Aaye
We have Longed that Sleep Should Come
Kai Chaand Humne Jalaye Bujhaye
We have Lit and Extinguished Many Moons
Yahan Raat Hoti Hai Bedaariyon Ki
Here, the Night is Full of Wakefulness
Yeh Saaye Hai ...
These Shadows ...
Yahan Saare Chehre Hain Maange Hue Se
Here, Every Face is Begging
Nigaahon Mein Aansoo Bhi Taange Hue Se
Tears also Hang in the Eyes
Yahan Saare Chehre Hain Maange Hue Se
Here, Every Face is Begging
Badi Neechi Raahen Hain Unchaaiyon Ki
The Paths to Heights are Base
Yeh Saaye Hai ...
These Shadows ...





Авторы: Rahul Dev Burman, Gulzar


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.