Attaullah Khan - Main Gham Ke Ghar Mein - перевод текста песни на английский

Main Gham Ke Ghar Mein - Attaullah Khanперевод на английский

Main Gham Ke Ghar Mein
I Am Imprisoned in the House of Sorrow
Main gham ke ghar mein qaid hoon be-ghar nahi hoon main
I'm imprisoned in the house of sorrow, yet homeless I am not

Thokar na youn laga mujhe
Do not strike me thus
Thokar na youn laga mujhe pathar nahi hoon main
Do not strike me thus, for I'm not a stone

Main gham ke ghar mein qaid hoon
I'm imprisoned in the house of sorrow
Khush ho ke dekhte ho kya meri tabahi ko
You watch my destruction with delight

Koi suhani sham ka manzar nahi hoon main
I'm no vision of a beautiful evening
Koi suhani sham ka manzar nahi hoon main
I'm no vision of a beautiful evening
Thokar na youn laga mujhe
Do not strike me thus
Thokar na youn laga mujhe pathar nahi hoon main
Do not strike me thus, for I'm not a stone
Main gham ke ghar mein qaid hoon be-ghar nahi hoon main
I'm imprisoned in the house of sorrow, yet homeless I am not
Main gham ke ghar mein qaid hoon
I'm imprisoned in the house of sorrow
Hai tazkara dukhon ka mere sare shehar main
The whole city talks about my sorrows

Afsos aik teri zuban par nahi hoon main
Sadly, your tongue is not a part of it
Afsos aik teri zuban par nahi hoon main
Sadly, your tongue is not a part of it
Thokar na youn laga mujhe
Do not strike me thus
Thokar na youn laga mujhe pathar nahi hoon main
Do not strike me thus, for I'm not a stone
Main gham ke ghar mein qaid hoon be-ghar nahi hoon main
I'm imprisoned in the house of sorrow, yet homeless I am not
Main gham ke ghar mein qaid hoon
I'm imprisoned in the house of sorrow
Aankho ke is taraju mein tu mujhko tol Dekh
Measure me on the scale of your eyes

Khuddar lakh hoon magar khudsar nahin hoon mein
I may be dignified but I'm not proud
Khuddar lakh hoon magar khudsar nahin hoon mein
I may be dignified but I'm not proud
Thokar na youn laga mujhe pathar nahi hoon main
Do not strike me thus for I'm not a stone
Main gham ke ghar mein qaid hoon be-ghar nahi hoon main
I'm imprisoned in the house of sorrow, yet homeless I am not
Main gham ke ghar mein qaid hoon
I'm imprisoned in the house of sorrow
Is wakt tere sawalon ka mein kya jawab doon
How can I answer your questions now?
Khud aapne aap ko bhi mayassar nahi hon main
I don't have the time nor the desire
Khud aapne aap ko bhi mayassar nahi hon main
I don't have the time nor the desire
Thokar na youn laga mujhe
Do not strike me thus
Thokar na youn laga mujhe pathar nahi hoon main
Do not strike me thus, for I'm not a stone
Main gham ke ghar mein qaid hoon be-ghar nahi hoon main
I'm imprisoned in the house of sorrow, yet homeless I am not
Main gham ke ghar mein qaid hoon
I'm imprisoned in the house of sorrow

Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.