Текст и перевод песни Ghulam Ali - Ae Husn-E-Lala Fam
Добавлять перевод могут только зарегистрированные пользователи.
Ae Husn-E-Lala Fam
O Beauty with Ruby Lips and Cheeks
Ai
husn-e-lāla-fām!
zarā
aañkh
to
milā
O
beauty
with
ruby
lips
and
cheeks,
cast
a
glance
ḳhālī
paḌe
haiñ
jaam!
zarā
aañkh
to
milā
My
cup
is
empty,
cast
a
glance
Kahte
haiñ
aañkh
aañkh
se
milnā
hai
bandagī
They
say
that
for
eyes
to
meet
is
an
act
of
worship
Duniyā
ke
chhoḌ
kaam!
zarā
aañkh
to
milā
Abandon
worldly
affairs,
cast
a
glance
Kyā
vo
na
aaj
ā.eñge
tāroñ
ke
saath
saath
Will
they
not
come
tonight
with
the
stars?
Tanhā.iyoñ
kī
shām!
zarā
aañkh
to
milā
These
lonely
evenings,
cast
a
glance
Ye
jaam
ye
subū
ye
tasavvur
kī
chāñdnī
This
cup,
this
dawn,
this
moonlight
of
imagination
Saaqī
kahāñ
mudām!
zarā
aañkh
to
milā
Where
is
the
cupbearer,
cast
a
glance
Saaqī
mujhe
bhī
chāhiye
ik
jām-e-ārzū
Cupbearer,
I
too
desire
a
cup
of
desire
Kitne
lageñge
daam!
zarā
aañkh
to
milā
How
much
would
it
cost,
cast
a
glance
Pāmāl
ho
na
jaa.e
sitāroñ
kī
aabrū
May
the
honor
of
the
stars
not
be
trampled
Ai
mere
ḳhush-ḳhirām!
zarā
aañkh
to
milā
O
my
graceful,
cast
a
glance
Haiñ
rāh-e-kahkashāñ
meñ
azal
se
khaḌe
hue
We
stand
since
time
began
on
the
path
of
the
Milky
Way
'Sāġhar'
tire
ġhulām!
zarā
aañkh
to
milā
'Sāġhar',
your
servant,
cast
a
glance
Оцените перевод
Оценивать перевод могут только зарегистрированные пользователи.
Авторы: Ali Ghulam
Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.