Humera Arshad - Husn Ko Chand - перевод текста песни на английский

Текст и перевод песни Humera Arshad - Husn Ko Chand




Husn Ko Chand
Beauty is the Moon
Husn ko chand jawani ko kanwal kahte hain
They call beauty the moon and youth the lotus
Unki soorat nazar aaye to ghazal kahte hain
If I see your face I call it a ghazal
Sange marmar se tarasha hua shaffaf badan
A transparent body carved from marble
Dekhne wale ise tahmahal kahte hain
Those who see it call it the Taj Mahal
Unki soorat nazar aaye to ghazal kahte hain
If I see your face I call it a ghazal
Wo tere husn ki qeemat se nahin hai waaqif
He does not know the value of your beauty
Pankhudi ko jo tere lab ka badal kahte hain
Who calls the petal of your lip a cloud
Unki soorat nazar aaye to ghazal kahte hain
If I see your face I call it a ghazal
Pad gayi paanv mein taqdeer ki zanjeer to kya
If my feet are bound by the chains of fate
Hum to us ko bhi teri zulf ka bal kahte hain
Then I will call that too a hair from your lock
Unki soorat nazar aaye to ghazal kahte hain
If I see your face I call it a ghazal
Husn ko chand jawani ko kanwal kahte hain
They call beauty the moon and youth the lotus
Unki soorat nazar aaye to ghazal kahte hain
If I see your face I call it a ghazal






Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.