Junaid Jamshed - Faizan-E-Muhammad - перевод текста песни на английский

Текст и перевод песни Junaid Jamshed - Faizan-E-Muhammad




Faizan-E-Muhammad
Faizan-E-Muhammad
Faizan-e-Muhammad
Faizan-e-Muhammad
Faizan-e-Muhammad
Faizan-e-Muhammad
Faizan-e-Muhammad
Faizan-e-Muhammad
Faizan-e-Muhammad
Faizan-e-Muhammad
Har Shakhs Ki Gardan Pay Hai Ehsaan-e-Muhammad
Every person's neck is indebted to Muhammad
Har Shakhs Ki Gardan Pay Hai Ehsaan-e-Muhammad
Every person's neck is indebted to Muhammad
Har Simt Nazar Aata Hai Faizan-e-Muhammad
Faizan-e-Muhammad is seen everywhere
Har Simt Nazar Aata Hai Faizan-e-Muhammad
Faizan-e-Muhammad is seen everywhere
Mumkin Nahi Mujh Say Ho Bayan Shan-e-Muhammad
It is not possible for me to describe the glory of Muhammad
Jibril-E-Amin Rehtay They Darbaan-e-Muhammad
Jibril-E-Amin used to be the doorman of Muhammad
Har Daur May Baatil Nay Bohat Zor Lagaya
In every era, falsehood has tried hard
Laikin Na Bhujhi Mashaal-e-Quraan-e-Muhammad
But the torch of the Quran of Muhammad did not go out
Ummat May Abu Bakr Ka Saani Nahi Koi
There is no one in the Ummah like Abu Bakr
Jo Paas Tha Sab Kar Dya Qurban-e-Muhammad
Who gave everything he had for Muhammad
Har Shakhs Ki Gardan Pay Hai Ehsaan-e-Muhammad
Every person's neck is indebted to Muhammad
Har Simt Nazar Ataa Hai Faizan-e-Muhammad
Faizan-e-Muhammad is seen everywhere
Islam ki Azmat Ko Umer Nay Hai Barhaya
Umar increased the prestige of Islam
Har Mulk May Phela Diya Farman-e-Muhammad
He spread the orders of Muhammad in every country
Usman Nay Irshaad-e-Nabi Saamnay Rakha
Usman followed the instructions of the Prophet
Seencha Hai Lahoo Day Kay Jo Bostan-e-Mohammad
He watered the garden of Muhammad with his blood
Haider Ki Shujaat Ho Keh Hamza Ki Shahadat
Whether it is Haider's bravery or Hamza's martyrdom
Dono May Nazar Aaye Hamain Shan-e-Muhammad
The glory of Muhammad is seen in both
Har Shakhs Ki Gardan Pay Hai Ehsaan-e-Muhammad
Every person's neck is indebted to Muhammad
Har Simt Nazar Aata Hai Faizan-e-Muhammad
Faizan-e-Muhammad is seen everywhere
Karta Hai Wo Ashaar May Bhi Zikr-e-Sahaba
He also mentions the Sahaba in his poetry
Jo Bhi Hai Haqiqat May Sana Khuaan-e-Muhammad
Who is a true admirer of Muhammad
Barhti Hi Rahi Shan-e-Wara Faana Laka Zikrak
The glory of Wara Faana Laka Zikrak kept increasing
Allah Ki Rehmat Hai Nigheyban-e-Muhammad
Allah's mercy is on the Nigheyban-e-Muhammad
Aey Meray Khuda Tujh Say Ye Danish Ki Duaa Hai
O my God, this is Danish's prayer to you
Chootay Na Kabhi Haath Say Damaan-e-Muhammad
May my hand never leave the skirt of Muhammad
Har Shakhs Ki Gardan Pay Hai Ehsaan-e-Muhammad
Every person's neck is indebted to Muhammad
Har Simt Nazar Ataa Hai Faizan-e-Muhammad
Faizan-e-Muhammad is seen everywhere
Har Shakhs Ki Gardan Pay Hai Ehsaan-e-Muhammad
Every person's neck is indebted to Muhammad





Авторы: Junaid Jamshed


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.