Khawar Malik - Gham (feat. Fadi) - перевод текста песни на русский

Текст и перевод песни Khawar Malik - Gham (feat. Fadi)




Tennu labda rawaan teri jahi milay na
Tennu labda rawaan teri jahi milay na
Mainu pata ay tu kardi dua
Mainu pata ay tu kardi dua
Lagan tennu bewafa meri ayhi ay saza
Lagan tennu bewafa meri ayhi ay saza
Tennu inna pyaar kyun kitta
Tennu inna pyaar kyun kitta
Uski purani baatein kaano mein hein goonjh rahi
Uski purani baatein kaano mein hein goonjh rahi
Mujhay choro gay to nahi wo thi mujh se puch rahi
Mujhay choro gay to nahi wo thi mujh se puch rahi
Aaj ussi shakhs ne hai kese mujhay chor diya
Aaj ussi shakhs ne hai kese mujhay chor diya
Ab ayi samajh wo to baatein sari jhoot theen
Ab ayi samajh wo to baatein sari jhoot theen
Tujhay ab paana meri ban chuki hai hasrat
Tujhay ab paana meri ban chuki hai hasrat
Tu jo na mili khud se hogayi mujhay nafrat
Tu jo na mili khud se hogayi mujhay nafrat
Mein karta ishq tujhay usay maine bol diya
Mein karta ishq tujhay usay maine bol diya
Kamzori pakri us nay yeh aur mujhe rol diya
Kamzori pakri us nay yeh aur mujhe rol diya
Dhoka khaya kyuke chehra tha maasoom tera
Dhoka khaya kyuke chehra tha maasoom tera
Koi tujhe kehta tha kuch kholta tha khoon mera
Koi tujhe kehta tha kuch kholta tha khoon mera
Aur jisko pagal pan ka de diya ha naam tu ne
Aur jisko pagal pan ka de diya ha naam tu ne
Wo pagal pan nahi janam hai junoon mera
Wo pagal pan nahi janam hai junoon mera
Usne bola tum mohabbat ka saboot do
Usne bola tum mohabbat ka saboot do
Kya mere liye maar saktay ho tum khud ko
Kya mere liye maar saktay ho tum khud ko
Han bola maine aur puchi us se yahi baat
Han bola maine aur puchi us se yahi baat
Usne suntay hi yeh phone mera diya kaat
Usne suntay hi yeh phone mera diya kaat
Thora gham tha thori fikar bhi thi
Thora gham tha thori fikar bhi thi
Meine dhoonda chain gali gali
Meine dhoonda chain gali gali
Mere jaana karun tera shukriya
Mere jaana karun tera shukriya
Dil tora tunay dard hua
Dil tora tunay dard hua
Mun mora ye ik qarz hua
Mun mora ye ik qarz hua
Mere Jana tera mera kya waasta
Mere Jana tera mera kya waasta
Dil se khelne mein maharat tujhay haasil
Dil se khelne mein maharat tujhay haasil
Tu meri aur meray ishq ki hai qaatil
Tu meri aur meray ishq ki hai qaatil
Na jane kese diya usne faraib tujhe
Na jane kese diya usne faraib tujhe
Nahi to banda Fadi tu to bohat aaqil
Nahi to banda Fadi tu to bohat aaqil
Yaar mein dimagh ko na laaya istemal mein
Yaar mein dimagh ko na laaya istemal mein
Sab dil say hi socha maine pyar mein
Sab dil say hi socha maine pyar mein
Aakhir kesay na ghuroor us me aata
Aakhir kesay na ghuroor us me aata
Pehal maine hi to ki thi izhaar mein
Pehal maine hi to ki thi izhaar mein
Tujhay deta bewafa ka khitab mein
Tujhay deta bewafa ka khitab mein
Sabaq de gayi wo jo na kisi kitaab mein
Sabaq de gayi wo jo na kisi kitaab mein
Janam itni bhi kya hogayi ab narazgi
Janam itni bhi kya hogayi ab narazgi
Ek muddat se na ayi ho tum khwaab mein
Ek muddat se na ayi ho tum khwaab mein
Tum ab aur kisi shehar mein rehti ho
Tum ab aur kisi shehar mein rehti ho
Kon Fadi Tum sab ko yeh kehti ho
Kon Fadi Tum sab ko yeh kehti ho
Tumhein bhulaane mein ab meri behtri
Tumhein bhulaane mein ab meri behtri
Kyuke ab tum nikkah jo kar bethi ho
Kyuke ab tum nikkah jo kar bethi ho
Meri gall sunn kadday vi tu hunn na mili
Meri gall sunn kadday vi tu hunn na mili
Mere ganay sun beataan uttay nachdi rawein
Mere ganay sun beataan uttay nachdi rawein
Mere yaar saray sada rende kharay mere naal
Mere yaar saray sada rende kharay mere naal
Meri zindagi ch sadda hun rehni ay bahaar
Meri zindagi ch sadda hun rehni ay bahaar
Thora gham tha thori fikar bhi thi
Thora gham tha thori fikar bhi thi
Meine dhoonda chain gali gali
Meine dhoonda chain gali gali
Mere jaana karun tera shukriya
Mere jaana karun tera shukriya
Dil tora tunay dard hua
Dil tora tunay dard hua
Mun mora ye ik qarz hua
Mun mora ye ik qarz hua
Mere Jana tera mera kya waasta
Простая Джана тера мера кья вааста





Авторы: Khawar Malik


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.