Lata Mangeshkar - Chori Chori Meri Gali Aana Hai Bura текст песни

Текст песни Chori Chori Meri Gali Aana Hai Bura - Lata Mangeshkar

Choree-choree meri gali aanaa hai bura (bhaijan)
Aa ke binaa baath kiye jaanaa hai bura (bhaijan)

Aa ke binaa baath kiye jaanaa hai bura
Achche nahin ye ishaare
Pedo tale chhup-cchopa ke
Aao naa, do baathen kar len
Nazaron se nazaren milaa ke
Din hain pyaar ke, mauj bahaar ke
Din hain pyaar ke, mauj bahaar ke
Dekho, bhole-bhaale jee ko tarasaanaa hai bura
Choree-choree meri gali aanaa hai bura (bhaijan)
Aa ke binaa baath kiye jaanaa hai bura (bhaijan)
Dil aa gaya hai to, pyaare
Badnaam hone ka dar kya?
Ishq aur vafaa kee gali mein
Duniyaa ke gam ka guzar kya?
Din hain pyaar ke, mauj bahaar ke
Din hain pyaar ke, mauj bahaar ke
Dekho, bhole-bhaale jee ko tarasaanaa hai bura
Choree-choree meri gali aanaa hai bura (bhaijan)
Aa ke binaa baath kiye jaanaa hai bura (bhaijan)
Din hain pyaar ke, mauj bahaar ke
Din hain pyaar ke, mauj bahaar ke
Dekho, bhole-bhaale jee ko tarasaanaa hai bura
Choree-choree meri gali aanaa hai bura (bhaijan)
Aa ke binaa baath kiye jaanaa hai bura (bhaijan)
Choree-choree meri gali aanaa hai bura (bhaijan)
Aa ke binaa baath kiye jaanaa hai bura (bhaijan)

Авторы: Ludiavani Sahir, S Burman

Lata Mangeshkar - Jaal (Original Motion Picture Soundtrack)
Альбом Jaal (Original Motion Picture Soundtrack)
дата релиза
01-12-1952

Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.