Mohammed Rafi - Zamane Ki Ankhon Ne (From "Ek Bar Mooskura Do") - перевод текста песни на английский

Текст и перевод песни Mohammed Rafi - Zamane Ki Ankhon Ne (From "Ek Bar Mooskura Do")




Zamane Ki Ankhon Ne (From "Ek Bar Mooskura Do")
Zamane Ki Ankhon Ne (From "Ek Bar Mooskura Do")
Nafarat se jinhe tum dekhte ho, tum marthe ho jinko thokar
Those you behold with hatred, who you kick and scoff
Kya unpe gujarthee hai dekho, ik bar kabhee ghayal hokar
Do you know what they go through, once you wound them deep?
Jamane kee aankho ne dekha hai yaro
The eyes of the world have seen, my dear
Sada apnee duniya me aisa najara
Such sights within its own domain
Kabhee unko phulo se puja hai sabne
Once they were worshipped with flowers
Kabhee jinko logo ne pattar se mara
And now they are stoned by the same people
Jamane kee aankho ne, dekha hai yaro
The eyes of the world have seen, my dear
Pise na jahan tak, patthar pe mehendee
As long as henna does not absorb into stone
Kisee bhee tarah rang, lathee nahee hai
No matter how you try, it will never stick
Hajaro jagah thokare kha ne le jab
When you fall countless times
Koyee jindagee muskuratee nahee hai
Life does not smile upon you
Bina khud mare, kisko jannat milee hai
Who has ever reached heaven without dying?
Bina dukh sahe kisne, jivan savara
Who has ever mastered life without enduring pain?
Jamane kee aankho ne, dekha hai yaro
The eyes of the world have seen, my dear
Bhavar se jo ghabarake, pichhe haten hein
Those who cower in fear of the ocean
Dubodee hai maujon ne, unakee hee nayya
Their boats will be capsized by the waves
Jo toofan se takarake aage bade hai
Those who challenge the storm and sail ahead
Bina koyee majee, bina hee khivaiya
Without a boatman or a paddle
Kabhee na kabhee tho, kahee na kahee par
Sooner or later, somewhere or other
Humesha hee unko, mila hai kinara
They will always find their shore
Jamane kee aankho ne, dekha hai yaro
The eyes of the world have seen, my dear
Yaha aadmi ko sabak dostee ka
Here, man learns the lesson of friendship
Sikhate huve jo, lahu me nahaya
Bathed in blood as he does
Masiha bana aur gandhee bana woh
He becomes a messiah, he becomes a Gandhi
Hajaro dilo me, yaha ghar banaya
Making homes in countless hearts
Unhi kee banee hai, yaha yadgare
They leave behind their legacy
Unhi ke jahan me, chumpka sitara
Their stars shine in the world
Jamane kee aankho ne, dekha hai yaro
The eyes of the world have seen, my dear





Авторы: NAYYAR ONKAR PRASAD, BIHARI S H


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.