Nusrat Fateh Ali Khan - Ban Ke Aaya Hun Sawaali - перевод текста песни на английский

Текст и перевод песни Nusrat Fateh Ali Khan - Ban Ke Aaya Hun Sawaali




Ban Ke Aaya Hun Sawaali
Begging, I come
Bann ke aaya hoon sawaali
Begging, I come
Tum ho dukhiyon ke waali
You are the Redeemer of the sorrowful
Bhardo shah e madina
Fill [the bowl of] the King of Medina
Meri jholi hai khaali
My begging bowl is empty
Ye lutf ye tumhara karam bemisaal hai
This favor, this kindness from you is unparalleled
Ik ik gunahgaar ka tumko khayaal hai
Of every sinner you are mindful
Ho mere haal par bhi nigah e karam nawaaz
O glance also upon my state with favor
Sarkaar ik nigah e karam ka sawaal hai
A glance of favor is all I ask
Sarkaar mujhe de do
O King, give me
Jo aaye tabiyat mein
Whatever comes to mind
Aye mazhar anwaar e haq
O Manifestation of the Light of Truth
Aye maslar e asraar e haq
O Essence of the Secret of Truth
Aye sayyad o sardaar e ma
O Leader and Chief of the Believers
Mujhse roothi hai duniya
The world has turned against me
Hai mukhalif zaamaana
The times are hostile
Mera koi nahi hai
I have no one
Sun lo gham ka fasaana
Hear the tale of my sorrow
Tere siwa ya muhammad
Other than you, O Muhammad
Mera koi nahi hai
I have no one
Besahaara hoon zamaane mein sahaara dijiye
I am helpless in the world, give me support
Bahr e gham mein meri kashti ko kinaare dijiye
In the ocean of sorrow, guide my boat to shore
Aap hi ka aasra hai ya muhammad mustafa
You alone are my hope, O Muhammad Mustafa
Apni rehmat ka sahaara ab khudaara dijiye
Now, for God's sake, give me the support of your mercy
Dar ba dar phirta hoon main barbaad hai ab zindagi
I wander from door to door, my life is now ruined
Gham hi gham hai meri kismat mein nahi koi khushi
Sorrow upon sorrow is my fate, there is no joy
Koi munis hai na hamdam haal e gham kisko kahun
I have no friend or confidant, to whom can I tell my tale of woe
Hai tumhi par naaz mujhko sun lo ya nabi
I am proud of you, hear me, O Prophet
Koi duniya mein nahi mujh bekas o laachaar ka
In the world there is none for me, helpless and needy
Jaaun toh jaaun kahaan sab ne mujhe thukraa diya
Where can I go? Everyone has rejected me
Ab tumhara aasra hai bas tumhara aasra
Now my only hope is you, my only hope is you
Laaj rakhlo ya muhammad hai yeh meri iltija
Protect my honor, O Muhammad, this is my plea
Aade aati hai teri zaat har ek dukhiya ke
Your being comes to the aid of every sufferer
Laaj rakh lo ya muhammad
Protect my honor, O Muhammad
Khada der se hun dar par mujhe bhikh do khudaara
I have been standing at your door for a long time, give me alms, for God's sake
Hayyo laaj bhi tumhari hai fakeer bhi tumhara
O, the shame is yours and the beggar is yours
Ab tumhara aasra hai bas tumhara aasra
Now my only hope is you, my only hope is you
Laaj rakh lo ya muhammad hai yeh meri iltija
Protect my honor, O Muhammad, this is my plea
Mere sarkaar e aali
My noble master
Tum ho dukhiyon ke waali
You are the Redeemer of the sorrowful
Bhardo shah e madina
Fill [the bowl of] the King of Medina
Meri jholi hai khaali
My begging bowl is empty
Haq mein qurbaan hue jo
Blessed are those who sacrificed themselves for the Truth
Un dulaaron ka sadka
For the sake of those beloved ones
De do sarkar de do
Give, O King, give
Apne pyaaron ka sadka
For the sake of your beloved ones
Ya nabi shabbar ke maadir ka mujhe sadka mila
O Prophet, grant me the charity of the patient Shabbir
Hazrat e zainat ki chaadar ka mujhe sadka mile
Grant me the charity of the cloak of Zayn al-Abidin
Karbala ke bhookhe pyaason ka hai tumko waasta
I call upon you by the hungry and thirsty of Karbala
Ya nabi pyare nawaason ka ham tumko waasta
O Prophet, I call upon you by the beloved descendants
Waasta hasnain ka har ik wali ka waasta
I call upon you by Hasan and Husayn and every saint
Ya muhammad aapko maula ali ka waasta
O Muhammad, I call upon you by Mawla Ali
Main na chchorunga jaali
I will not let go of the hem of your robe
Tum ho dukhiyon ke waali
You are the Redeemer of the sorrowful
Bhardo shah e madina
Fill [the bowl of] the King of Medina
Meri jholi hai khaali
My begging bowl is empty
Apna daaman pasaare jo bhi majboor aaya
Whoever comes to you helpless, you spread your skirt
Usne dar se tumhare aaka sab kuch hai paaya
From your door, O Master, they have found everything
Koi na baat na taali
No matter what, no matter what
Tum ho dukhiyon ke waali
You are the Redeemer of the sorrowful
Bhardo shah e madina
Fill [the bowl of] the King of Medina
Meri jholi hai khaali
My begging bowl is empty
Bhikh paate hain tumse saare shahaane aalam
All the wise men of the world beg from you
Kyun na aaka tumhari likhein taarif purnam
Why should I not write a complete eulogy of you, O Master
Dekhi shaan niraali
I have seen your extraordinary glory
Tum ho dukhiyon ke waali
You are the Redeemer of the sorrowful
Bhardo shah e madina
Fill [the bowl of] the King of Medina
Meri jholi hai khaali
My begging bowl is empty






Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.