Nusrat Fateh Ali Khan - Hashr Mein Kuch Mile Na Mile - перевод текста песни на английский

Текст и перевод песни Nusrat Fateh Ali Khan - Hashr Mein Kuch Mile Na Mile




Hashr Mein Kuch Mile Na Mile
Memories of Heaven
Allah ki ham jalwagari dekh rahe hai
In God, we see beauty and glory unfold,
Ya husn o jamaal e madni dekh rahe hain
Like a vision of paradise, a tale to be told.
Jis waqt padho salle allah aale muhammad
In prayer, we connect with the Prophet so dear,
Samjho ke rasool arabi dekh rahe hain
As if his presence guides us, dispelling all fear.
Ilaaj ki nahi haajat dil o jigar ke liye
No need for a cure, my heart and soul find relief,
Bas nazar teri ik kaafi hai umar bhar ke liye
In the glimpse of your face, I find solace and belief.
Hashar mein kuch mile na mile ya nabi
Memories of heaven, may they linger in my heart,
Kali kamli ka saaya mile ya nabi
As I seek your blessings, a shadow to restart.
Rusihakar mere aib khule jaate hain
My shortcomings laid bare, my flaws exposed,
Kamli waale mujhe kamli mein chchupaale aaja
In your compassion's embrace, I am safely disclosed.
Sarkar mujhe apna hi deewana bana lo
Guide me, my beloved, make me a devotee,
Sarkaar mujhe daaman e rehmat mein chchupaalo
In your boundless mercy, forever I will be.
Rusihakar mein aamal mere hain kale
My deeds are dark, my heart filled with dismay,
Kali kamli mein chchupaalo meri sarkar mujhe
In your cloak of forgiveness, hide me away.
Aap ki chashme rehmat ke hain muntazir
Your eyes of grace, a beacon for the lost,
Bekason ko sahaara mile ya nabi
May I find refuge in your presence, at any cost.
Hai tere haath aasiyon ki laaj
For the helpless, you are a sanctuary true,
Sab tere aastaan ke hain mohtaaj
All who seek your shelter, their hopes you renew.
Sabz ghumbad ke chchaaon mein aakar rahein
Beneath the green dome, may I find my way,
Aap ka gar ishaara mile ya nabi
Your guidance, my beacon, leading me each day.
Khaahish e kasre jannat nahin hai hamein
No desire for paradise, no worldly gain,
Aap hi ka dawara mile ya nabi
Your threshold is my heaven, my eternal sustain.
Waasta chaadar e bin-te-zehra hamein
By Fatima's veil, I implore your grace,
Kuch nawaason ka sadka mile ya nabi
May your blessings uplift me, in this sacred space.
Manno salwah mein toh nahi chaahiye
Not manna from heaven, I seek your hand,
Aapke dar ka tukda mile ya nabi
A morsel from your door, a treasure I understand.
Hai zaheer e hazeen ki yahi aarzu
My humble wish, a longing I hold dear,
Hazre aswat ka bosa mile ya nabi
To kiss the stone of the Prophet, to feel his presence near.





Авторы: SAIM CHISHTI, NUSRAT FATEH ALI KHAN, TRADITIONAL


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.