Nusrat Fateh Ali Khan - Mere Saaqi Ye Tamasha - перевод текста песни на английский

Mere Saaqi Ye Tamasha - Nusrat Fateh Ali Khanперевод на английский




Mere Saaqi Ye Tamasha
Mere Saaqi Ye Tamasha
Bhool jao me zamane ka gila ae saqi
Forget the world's complaints, my beloved saqi
Haan pila or pila or pila ae saqi
Oh keep pouring, and pouring, and pouring, my saqi
Bandh kuch aisi mohabbat ki hawa ae saqi
Create such an intoxicating atmosphere, my saqi
Phir badal jaye zamane ki faza ae saqi
So that the world around us fades away, my saqi
Khanakte jaam ka muhtaj me ni saqi
I am not in need of overflowing cups, my saqi
Teri nigah salamat mujhe kami kya he
Your gaze is enough to quench my thirst
Mere saqi ye tamasha tere mae khanay ka
My saqi, this revelry is a testament to your tavern
Jhoom ker ayi he bad mast ghata ae saqi
The clouds have gathered, swaying and dancing, my saqi
Tishna nakami ka na reh jaye gila ae saqi
Let not the thirst of failure linger, my saqi
Mere Saqi Yeh Tamasha, Tere Maikhane Ka
Mere Saqi Yeh Tamasha, Tere Maikhane Ka
Jaam per jaam diye ja tere mae khanay ki khair
Pour cup after cup, may your tavern prosper
Saqi teri ho khair tere mae kaday ki khair
May you and your abode be blessed, my saqi
Gila nai jo guraizaan hain chand paimany
I hold no grudge against those who abstain
Teri nigah salamat hazar mae khanay
Your gaze is enough to sustain a thousand taverns
Sari mehfil ko nasha ek hi paimany ka
Let everyone in this gathering be intoxicated by the same cup
Ab kisi tor se qabo me ni aane ka
Let them be unable to resist its allure
Falak dekhay gi tamasha tere deewane ka
The heavens will watch in awe the revelry of your devotee
Baat kehta he kuch aisi k na samjhe koi
He speaks in riddles, so none may truly understand
Ye b ik gor talab rang he deewane ka
This too is a thirst, a longing for the color of madness
Chashm e saqi he udhar or mera dil he idhar
The saqi's eyes are elsewhere, but my heart is fixed on her
Aaj takrao he paimany se paimany ka
Every cup collides with another, clashing like thunder
Baat be baat utha deta ik chair nayi
With every word, he raises a new toast
Par gaya he use chaska mujhe tarpane ka
He has become addicted to intoxicating me
Wo bahar ayi naseer or wo uthe badal
Now she has emerged, Naseer, and the clouds have parted
Ji chahta he aaj koi aisi pila de jo mast bana de
Today, I yearn for someone to pour me a drink that will set me aflame
Baat saagar ki bhale ziker ho paimany ka
Let us speak of the ocean, or the wine that flows like a river
Mere saqi ye tamasha tere mae khanay ka.!!
My saqi, this revelry is a testament to your tavern.!!





Авторы: Farrukh Fateh Ali Khan, Ghualm Naseer-ud-din Naseer


Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.