Nusrat Fateh Ali Khan - Unse Hi Aaj Unki Mulaqaat Ho Gayi - перевод текста песни на английский

Текст и перевод песни Nusrat Fateh Ali Khan - Unse Hi Aaj Unki Mulaqaat Ho Gayi




Unse Hi Aaj Unki Mulaqaat Ho Gayi
Unse Hi Aaj Unki Mulaqaat Ho Gayi
Raaz daron say bach ka chalta hon
I avoid the secret keepers
Ghum guzaron sa bach ka chalta hon
I avoid the spreaders of sorrow
Mujh ko dhoka diya saharon nay
The cities have betrayed me
Ab saharoon sa bach ka chalta hon
Now I avoid the cities
Aqal ko roag maar detay hain
Reason brings illness
Ishq ko soag maar detay hain
Love brings pain
Aadmi khud na khud nahi marta
A person doesn't kill themselves
Dosray loag maar daitay hain
Other people kill them
Sheeraz-e-hayat pareshan ho gaya
The palace of life has become troubled
Yeh marhala bhi khair say asan hogaya
This stage has also become easy to pass
Mera sakon-e-dil ko tou hona he tha tabha
My peace of mind was meant to be destroyed
Un ke bhi ek nigha ka nuqsaan hogaya
A single glance from them has caused damage
Un ki taraf se tark-e-mulaqat ho gayi
They have ended our meetings
Hum jis se dar rahe the wohi bat ho gayi
What we feared has happened
Aaina dekhne me nayi baat ho gayi
Looking in the mirror has become a new thing
Un say hi aaj un ki mulaqat ho gayi
I met them again today
Tai un say rozay hasar mulaqat hogai
I will meet them again on the Day of Judgment
Itni se baat kitni badhi baat hogai
Such a small thing has become so big
Aaye hain wo mareez-e-mohabbat ko dekh ker
They have come to see the patient of love
Aansou bata rahe hain k koi baat ho gayi
Tears are showing that something has happened
Ankh Kambhakat sa us bazm main ansu na ruka
My eyes couldn't stop crying in that gathering
Ek qartay main dobaya mujha darya hokar
A single drop drowned me like a river
Daar parda bazm-e-gair main douno ke guftugoo
Our conversation in front of strangers was like a curtain hiding us from each other
Utthi idher nigha oudher baat hogai
Our eyes met briefly and then the conversation ended
Kab tak qamar-o-shaam k waday ka intezaar
How long should I wait for the promises of the moon and the evening?
Sooraj chupa chiragh jale raat ho gayi
The sun has set, the lamp is lit, night has fallen
Un ki taraf se tark e mulaqat ho gayi.!!
They have ended our meetings.!!






Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.