Ravindra Jain - Hum Yahi Kamna Karte Hain - перевод текста песни на английский

Текст и перевод песни Ravindra Jain - Hum Yahi Kamna Karte Hain




Hum Yahi Kamna Karte Hain
My Wish Is This
Gomatesh Jai Gomatesh
Gomatesh, Glory to Gomatesh
Mama Hrudaya Viraajo
Mother's heart lives in you
Gomatesh Jai Gomatesh
Gomatesh, Glory to Gomatesh
Jai Jai Bahubali
Glory to Bahubali
Hum Yahi Kaamna Karte Hain
My wish is this
Kaamna Karte Hain
My wish is this
Aisa Aanewala Kal Ho
May the future be such
Ho Nagar Nagar Mein Bahubali
May there be Bahubali in every town
Saari Dharthi Dharmasthal Ho ||
May the whole earth be a holy place
Hum Bhedh Maton Ko Samjhe Par
May we understand the differences
Aapas Me Koi Math Bhedh Na Ho
But let there be no difference among us
Aisi Aacharan Kare Jin Par
May our conduct be such
Koi Kshobh Na Ho, Koi Khedh Na Ho
That there be no disturbance or sorrow
Jo Prem Preeth Ke Shiksha Se
May the teachings of love and kindness
Wahi Dharm Hamaara Sambhal Ho || 1 ||
Be the religion we follow
Aradhya Wahi Ho Jin Sab Ne
May our ideals be those
Maanavta Ka Sandesh Diya
Who gave humanity its message
Tum Jiyo Sabhi Ko Jeene Do
May you live and let others live
Sab Ke Hith Yah Upadesh Diya
That was the advice given for the good of all
Unke Siddhanton Ko Maane
May we follow their principles
Aur Jeevan Ka Path Ujwal Ho || 2 ||
And may the path of life be bright
Chintamani Ki Chintaan Kare
May we meditate on the Chintamani
Jeevan Ko Chinta Man Jaane
May we realize that life is like a thought
Parigrahan Anavashyak Jaane
May we know that possessions are unnecessary
Kya Hain Aavashya Tu Pehechaane
May we recognize what are the necessities
Kshan Bhangur Sukh Ke Hethu Kabhi
May our minds never waver
Nahi Chitt Hamaara Chanchal Ho || 3 ||
For the sake of fleeting pleasures
Hum Nahi Digamber Shwethambhar
We are not Digamber or Shvetambar
Terahpanti Sthanak Vaasi
Terapanthi or Sthanakvasi
Sab Ek Pant Ke Anuyaayi
We are all followers of the same path
Sab Ek Dev Ke Vishwaasi
We all believe in the same God
Hum Jaini Apna Dharm Jain
We are Jains, our religion is Jainism
Itna Hi Parichay Keval Ho || 4 ||
This is all we know
Sab Namokar Ka Jaap Kare
May we all chant Namokar
Aur Paath Kare Bhaktaamar Ka
And recite the Bhaktamar
Nithya Niyamith Paale Panchasheel
May we regularly practice the five vows
Aur Tyaag Kare Aadambhar Ka
And renounce our pride
Vo Karm Kare Jin Karmo See
May we do such deeds
Saare Sansaar Ka Mangal Ho || 5 ||
That bring good to the whole world
Vairagya Hua Jis Pal Prabhu Ko
When the Lord renounced the world
Koi Rokh Nahi Paaya Madh Me
None could stop him
Apni Upma Ban Aap Khade
He stood alone as his own match
Koi Aur Nahi In Saajak Mein
There was no one else like him
Inke Smaran Se Prapth Hame
By remembering him we attain
Bahubal Ho Athm Bal Ho || 6 ||
Strength like Bahubali, strength of heart
Hum Yahi Kaamna Karte Hain
My wish is this
Kaamna Karte Hain
My wish is this
Aisa Aanewala Kal Ho
May the future be such
Ho Nagar Nagar Mein Bahubali
May there be Bahubali in every town
Saari Dharthi Dharmasthal Ho ||
May the whole earth be a holy place
Gomatesh Jai Gomatesh
Gomatesh, Glory to Gomatesh
Mama Hrudaya Viraajo ||
Mother's heart lives in you






Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.