Sabri Brothers - Savere Savere - перевод текста песни на французский

Текст и перевод песни Sabri Brothers - Savere Savere

Savere Savere
Savere Savere
Aaa Anmol Heera Paya Ajmer Ki Gali Mein
Aaa Anmol Heera Paya Ajmer Ki Gali Mein
Aaa Anmol Heera Paya Ajmer Ki Gali Mein
Aaa Anmol Heera Paya Ajmer Ki Gali Mein
Aaa Tareek Dil Mein Khwaja Ki Roshni Tumhe Ne

Andhere Mein Dil Ke Chiragh-e-mohabbat Yeh Kiss Ne Jalaya Savere Savere

Tasawwur Ke Suraj Ki Aik Aik Kiran Se Naya Noor Paya Savere Savere

Lagan Jis Ke Dedar Ki Lag Rahi Thi Qareeb Aur Aaya Savere Savere

Aaa
Aaa
Kisi Gham Zada NeJo Khuwaja Piya Ko Tarap Ker Bulaya Savere Savere

Khazana Mohammad Ka Haathon Mein Le Ker Waheen Un Ko Paaya Savere Savere

Ghalat Hein Ke Bazar-e-ishq-o-mohabbat Kabhi Aashiqo Ke Samajh Mein Na Aaya

Khara Maal Hai To Khare Daam De Ga Aata-e-mohammad Hai Zehra Ka Jaya

Ghareebo Ke Data Hein Mash\'hoor Khwaja Koi Hind Mein Un Ka Sani Na Paya

Aqidat Ki Mandi Ka Bas raaz ye Hein Isha Parh Ke Gar Haajti Mein Lagaya

Ibadat Ka Sauda Andhere Andhere Munafa Kamaya Savere Savere

Muqaddas Yoon Samjhi Kayi Momino Ne Saher Ki Tiaa\'at Saher Ki Ibadat

Farishte Azaan-e-saher Sun Ke Taqseem Karte Hein Bando Ko Qudrat Ki Naimat

Namaz-e-sehr Mein Namazi Ke Sir Pe Barasti Hai Masjid Mein Allah Ki Rehmat

Tere Roza-e-paak Ki Mere Khwaja Ziarat Yoon Karte Hein Sub Keh Ke Sunnat

Khuda Ne Mohammad Ko Mairaj Ki Shab Falak Per Bulaya Savere Savere

Khuda Ne Mohammad Ko Mairaj Ki Shabb Falak Per Bulaya Savere Savere

Tasawwur Se Chehre Ke Khuwaja Piya Ke Ujalon Se Ho Ker Ke Bharpoor Chamka

Azan-e-seher Jab Howi Sara Ajmer Nazdeek Kya Door Se Door Chamka

Khare The Jo Rozay Mei Behr-e-ziarat Nigahon Mein Unki Naya Toor Chamka

Khuda Ki Kasam Yeh Haqiqat Hai Sehrai Ke Be-noor Aankhon Mein Bhi Noor Chamka

Tere Dhoul E Gumbad Ko Suraj Ki Kirno Ne Jab Jagmagaya Savere Savere

Tere Dhol E Gumbad Ko Suraj Ki Kirno Ne Jab Jagmagaya Savere Savere

Tere Doul E Gumbad Ko Suraj Ki Kirno Jab Jagmagaya Savere Savere

Tere Dhoul E Gumbad Ko Suraj Ki Kirno Jab Jagmagaya Savere Savere

Aaa...!!!
Aaa...!!!

Авторы: Sabri Brothers

Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.