Sanah Moidutty - Yeh Sama текст песни

Текст песни Yeh Sama - Sanah Moidutty




Yeh sama, sama hai yeh pyaar ka, kisi ke intezaar ka
Dil na chura le kahin mera mausam bahaar ka
Yeh sama, sama hai yeh pyaar ka, kisi ke intezaar ka
Dil na chura le kahin mera mausam bahaar ka
Basne lage aankhon mein kuch aise sapne
Basne lage aankhon mein kuch aise sapne
Koi bulaaye jaise naino se apne, naino se apne
Yeh sama, sama hai deedar ka, kisi ke intezaar ka
Dil na chura le kahin mera mausam bahaar ka
Mil ke khayalon mein hi apne balam se
Mil ke khayalon mein hi apne balam se
Neend ganwa li apni maine qasam se, maine qasam se
Yeh sama, sama hai khumaar ka, kisi ke intezaar ke
Dil na chura le kahin mera mausam bahaar ka
Yeh sama, sama hai yeh pyaar ka, kisi ke intezaar ka
Dil na chura le kahin mera mausam bahaar ka
La-la-la, la-la-la-la-la
La-la-la-la-la-la



Авторы: Anandji V Shah



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.
//}