Chitra Singh - Rishta Yeh Kaisa Hai Lyrics

Lyrics Rishta Yeh Kaisa Hai - Chitra Singh



Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai
Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai
Pehchan jis se nahi thi kabhi
Apna bana hain wahi ajnabi
Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai
Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai
Tumhe dekhti hi rahu main hamesha
Mere samne yun hi baithe raho tum
Karu dil ki bate main khamoshiyo mein
Aur apne labo se na kuch bhi kaho tum
Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai
Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai
Yeh rishta hai kaisa yeh naata hai kaisa
Yeh rishta hai kaisa yeh naata hai kaisa
Tere tan ki khusaboo bhi lagti hai apni
Yeh kaisi lagan hai yeh kaisa milan hai
Tere dil ki dhadkan bhi lagti hai apni
Tumhe pake mehsus hota hai aise
Ke jaise kabhi hum zuda hi nahi the
Ye mana ke jismo ke ghar to naye hai
Magar hai purani yeh bandhan dilon ke
Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai
Rishta yeh kaisa hai naata yeh kaisa hai



Writer(s): Chitra Singh, Pal Madan, Jagjit Singh


Chitra Singh - Jagjit Chitra, Vol. 1 & 2
Album Jagjit Chitra, Vol. 1 & 2
date of release
01-01-1982




Attention! Feel free to leave feedback.