Hadiqa Kiani - Yakeen Ka Safar (From "Yakeen Ka Safar") Lyrics

Lyrics Yakeen Ka Safar (From "Yakeen Ka Safar") - Hadiqa Kiani



Guman ke bad
Yaqeen ka safar
Nikalta hai.
Ye kon sath sar-e-raah guzar
Nikalta hai.
Ab esi chaadar e ehsas par guzara kiya Ke apne paon chupaon to,
Sar nikalta hai
Gumaan ke baad
Yaqeen ka safar
Nikalta hai
* Music *
Main teri yaad ke khalchon se
Tang hon kiya kiya
Main teri yaad ke khalchon
Se tang hon kiya kiya
Mera hisab magar mukhtasar
Nikalta hai
Mera hisab magar mukhtasar
Nikalta hai.
* Music *
Mein tere waqt ke hamrah
Chal nahi sakti
Mein tere waqt ke hamrah
Chal nahi sakti
Ke tera waqt, mujhe rond kar
Nikalta hai.
Ke tera waqt, mujhe rond kar
Nikalta hai.
Ab esi chaadar e ehsas par guzara kiya Ke apne paon chupaon to,
Sar nikalta hai...
Guman ke bad
Yaqeen ka safar
Nikalta hai.



Writer(s): waqar ali


Hadiqa Kiani - Yakeen Ka Safar (From "Yakeen Ka Safar")
Album Yakeen Ka Safar (From "Yakeen Ka Safar")
date of release
19-04-2017




Attention! Feel free to leave feedback.