Kailash Kher, Naresh Kamath & Paresh Kamath - Naiharwa Lyrics

Lyrics Naiharwa - Kailash Kher, Naresh Kamath & Paresh Kamath



Naiharwa
Hamaka na bhaave
Hamaka na bhaave naiharwa aa..., naiharwa, naiharwa aa aa aa...
Naiharwa
Hamaka na bhaave,
Hamaka na bhaave
naiharwa aa...
Naiharwa, naiharwa aa aa aa...
Saai ki nagari
saai ki nagari
Param ati sundar, ati sundar
Jahaan koyi jaave na aane - (2)
Chaand suraj jahaan - (2)
Pawan na pani - (2)
Ko sandes pohonchaave - (2)
Darad yahaan -3
saai ko sunaave
Naiharwa... aa aa...
naiharwa, naiharwa aa aa...
Bin satguru aapano nahi koyi,
aapano nahi koyi
Jo yaha raah bataave - (2)
Kahat kabira suno bhai saadho,
suno bhai saadho
Sapane mein pritam aave - (2)
Tapan yahaan jiya ki bujhaave
Naiharwa... aa aa...
naiharwa, naiharwa aa aa.



Writer(s): NARESH KAMATH, PARESH KAMATH, KAILASH KHER, KABIR


Kailash Kher, Naresh Kamath & Paresh Kamath - Kailasa
Album Kailasa
date of release
23-02-2006



Attention! Feel free to leave feedback.