Karun - Gulaam Lyrics

Lyrics Gulaam - Karun



Meri rago mein, tera dard hai bhara
Aankhon mein har lafz hai chupa
Jhaankoge dil hai bhara pada
Likhna isko farz hai mera
Kaali raat mein umber neeche
Chehra tera dhuye ke piche
Na dikhta mathe pe kalank
Raggo ko teri kalak seeche
Firse aj nashe mein dhut
Khoya sara sudh bhudh
Kaisi talaash hai
Lafzo ki pyaas hai
Tere aane ki ye
Kaisi mithaas hai
Meri dil ki aas hai
Mere dil ke paas hai
Na ruk paunga
Tere darr aaunga
Jo bhi main chaahu
Sar patt paunga
Teri aazadi
Meri aawaam hai
Aur teri rooh
Meri gulaam hai
Neeche badal
Upar zameen hai
Aankhein do din se
Soyi nahi hai
Jaane kaha se aaye the
Ab waha hai jahan inka koi nahi hai
Baat aaj kal ki kehta
Kitna roku mann hai behta
Teri muskurahaton se
Lagta jaise darr hai sehta
Ateet mein na jee tu
Na tu aage bhagg bhavishya se
Zindagi ye khel si tu
Na tu khel isse
Suna de apni history ye
Aake khol mystery ye
Bas tu kar tu
Ab to jeele aake asliyat mein yeahhhh
Aake asliyat mein
Waqt tera tham gaya tu
Pee tu saara gam gaya tu
Pichli baatein soch soch
Naas aglaa kar gaya tu
Vartamaan mein to jeeke dekh kaisa lagta hai
Aage peeche ki kya parwah karta kya tu chatka hai?



Writer(s): Karun Kohli


Karun - Lekh
Album Lekh
date of release
17-05-2019




Attention! Feel free to leave feedback.