Lalitya Munshaw feat. Aishwarya Nigam - Yeh Mujhe Kya Hua (Romantic) Lyrics

Lyrics Yeh Mujhe Kya Hua (Romantic) - Lalitya Munshaw , Aishwarya Nigam



Ye mujhe kya hua.
Kya hua tu bataa.
Ye mujhe kya hua.
Kya hua tu bataa.
Mujhpe chhayi hai khumari
Kyun lage main hoon tumhari
Teri baatein, mulakatein
Kartin hai mujhko fanaa
Bin bole kartin hai
Teri aankhein sab ye bayaan
Ye mujhe kya hua.
Kya hua tu bataa.
Ye mujhe kya hua.
Kya hua tu bataa.
Mujhpe chhayi hai khumari
Kyun lage main hoon tumhari
Teri baatein, mulakatein
Kartin hai mujhko fanaa
Bin bole kartin hai
Teri aankhein sab ye bayaan
Ye mujhe kya hua.
Kya hua tu bataa.
Ye mujhe kya hua.
Kya hua tu bataa.
Tere bina mere sajan
Kaate na kyun ye raatein
Dabi dabi kahin koi
Baaki hai dil me baatein
Fikr hoti hai kya meri ye bataa.
Teri baatein sunke
Maan na jaaun kahin
Tere liye saari duniya hai meri
Bin bole kartin hai
Teri aankhein sab ye bayaan
Ye mujhe kya hua.
Kya hua tu bataa.
Ye mujhe kya hua.
Kya hua tu bataa.
Bina kahe sunoo tujhe
Hairaan hoon main kaise.
Bina chhuye mehsus ho
Harsu tere hi saansein
Zikr karti ho kya mera har jagah
Nahin kabhi chodo mujhe yaad nahin
Jaane bhi do jaana
Koi baat nahin
Bin bole kartin hai
Teri aankhein sab ye bayaan
Ye mujhe kya hua
Kya hua tu bataa.
Ye mujhe kya hua
Kya hua tu bataa.
Ye mujhe kya hua
Kya hua tu bataa.
Ye mujhe kya hua.
Kya hua tu bataa.
Ye mujhe kya hua.
Kya hua tu bataa.
-ItsmeRiF



Writer(s): Kashi Kashyap, Puja Kapoor


Lalitya Munshaw feat. Aishwarya Nigam - The Versatile Lalitya Munshaw
Album The Versatile Lalitya Munshaw
date of release
25-05-2016



Attention! Feel free to leave feedback.