Lata Mangeshkar - Kabhi to Milegi Kahin to Milegi Lyrics

Lyrics Kabhi to Milegi Kahin to Milegi - Lata Mangeshkar



kabhi to milegi,
kahi to milegi
bahaaro ki manzil raahi
bahaaro ki manzil raahi
kabhi to milegi,
kahi to milegi
bahaaro ki manzil raahi
bahaaro ki manzil raahi
lambi sahi dard ki raahe
dil ki lagan se kaam le
aankho ke is tufaan ko pi ja
aaho ke baadal thaam le
door to hai par,
door nahi hai
door to hai par,
door nahi hai
nazaaro ki manzil raahi
bahaaro ki manzil raahi
maana ki hai gehra andhera
gum hai dagar ki chaandani
maili na ho dhundhali pade na
dekh nazar ki chaandani
daale hue hai,
raat ki chaadar
daale hue hai,
raat ki chaadar
sitaaro ki manzil raahi
bahaaro ki manzil raahi



Writer(s): SULTANPURI MAJROOH, MAJROOH SULTANPURI, ROSHAN


Lata Mangeshkar - Aarti (Original Motion Picture Soundtrack)
Album Aarti (Original Motion Picture Soundtrack)
date of release
01-12-1961




Attention! Feel free to leave feedback.